Kagaz Pe Hum Ne Zindagi Likh Di,
Ankhon Se Seench Kar Apni Har
Khushi Likh Di, Dard Jab Hum
Ne Utara Lafzon Main, Zamanae
Ne Kaha Wah Kia Ghazal Likh Di...
वक़्त की तुफान में बिखरते चले गए
तनहाई की गहराई में उतरते चले गए
जन्नत थी हर सुबह शाम जीन दोस्तो के साथ
एक एक कर के सब बिछडते चले गए
थँक्स टू व्हॉट्सअप साले सब वापीस मिल गए.
Meri Sari Galtiyo Ko Wo Maaf Karti Hai
Bahot Gusse Me Hokar Bhi Pyar Karti Hai
Uske Honto Pe Hamesha Dua Hoti Hai
Aisa Karne Wali Sirf Hamari MAA Hoti Hai
Kaun Kehta Hai Uske Bina Main Mar
Jaunga,
Dariya Hu Sagar Mei Utar Jaunga,
Wo Taras Jayegi Pyar Ki Ek Boond Ke
Liye,
Main To Badal Hu Kisi Aur Pe Baras
Jaunga.
Man me aaya socha kuchh Alfaz
likhne baithta hu,
Kisi ki bewafai ka intkam likhne
baithta hu,
Duniya walo ko bhi Mahsus ho dard
Mera,
Isliye Socha ek dard bhari kitab
likhne baithta hu...