PATNI-kitna pyar karte ho mujhe?
PATI-shahjahan jitna.
PATNI-mere marne k baad tajmahal
banaoge?
PATI-main to plot bhi le chuka hu
der to tu kar rahi ha.....
Teacher- "Mai teri jaan nikal
dungi"
ka future tense kya hoga....??
.
.
.
.
.
Studnet- Tu,
Saali Haath laga k to dikha.!!
Fir batata hu tera future kya
hoga..
Student Rock...teacher
shock!!:D
Djsumit
पहला गधा: यार मैं जिस धोबी के घर काम करता हूँ, वो मुझे बहुत मारता है:
दूसरा गधा: तू घर छोड़कर भाग क्यों नही जाता?
पहला गधा: क्या बताऊँ यार, धोबी की एक बहुत खूबसूरत लड़की है, वो जब भी शरारत करती है तो धोबी कहता है कि, तेरी शादी गधे से कर दूंगा, बस ये सोचकर रुका हुआ हूँ!
Teacher:Aisi kisi jagah ka naam batao jise banaya
to aadmi ne hai par phir bhi wo wahan par ja
nahi sakta...?
.
.
.
.
.
Awesome answer by Pappu,
.
.
.
.
.
.
Pappu : Sir,Ladies Toilet...
PA1
MADAM : Chandu chal ABCD padh kar dikha
CHANDU : Madam main ABCD padh padh kar ke thak gaya hoon
MADAM : Tumhe padhana hi hoga.
CHANDU : Madam ABCD padhali bahut, acchi bate karli bahut, ab karunga tere sath GANDI BAT, GANDI -GANDI -GANDI BAT.
Marne k baad hamare nasib me mohabbat ho na ho,
Ye hawa ye fiza ho na ho,
Arey dost zinda h tab-tak sms bhejte raho,
Kya pta hmari kabr pe network hona ho....
bhikhari ne Awaaz lagayi- Babu ji roti
milegi??. - - .
.
.
.
Andar se awaz aai -Biwi ghar par
nahi hai.. - - -
.
.
.
Bhikhari- Chumma nahi maanga
saale, Roti to tu bhi de sakta hai...:-
Bhojpuri Names Of English Movies:
.
.
"Mission Impossible"
"Eee Naa Ho Payi"
.
"Mission Impossible- 2
"Hum To Pehle Hi Kahi Ee Naaho Payi"
.
.
"Titanic"
"Nauka Dele Dhoka"
.
"Anaconda"
" Aadmi Ke Khaye Wala Sapwa"
.
.
"Three Idiots"
"Teen Burbak"
.
And The Best 1 "Ghajini"
"Takla Ke Badla"
Gajodhar bhaiya ka transfer Lucknow me hua,
wahan pahunch kar usne socha biwi ko sms kar du!
Network ki gadbadi ke karan wo sms ek aisi mahila ke pas pahunch gaya jo apne pati ko dafna ke aayi thi,
sms padhte hi wo behosh ho gayi Q ki sms me likha tha-Begum mai yahan accha se pahunch gaya hu yaha internet aur mobile ki sahuliat bhi hai, Tum udaas mat hona, agle hafte tumhe bhi yahan bula lunga.....
@SHARIQUE@