3 shrabio ne daru pee k ek taxi roki..
Taxi driver ne gadi start kari or fir band kar di..
Bola lo saab hum pahuch gaye ..
.
.
1st ne use paise
de diye..
.
.
2nd bola thank you
aur
.
.
3rd ne ek thapad diya !
.
.
Driver dar gaya socha ye samajhgaya ..
.
.
Teesra bola "sale araam se chalaya kar,marwa deta aaj to..
1st behra: scootr khich k leja rha tha.
2nd behra: kya hua petrol khatm ho
gya kya?
1st Behra: Nhi yr, petrol khatm ho
gya.
2nd Behra: Acha, mjhe lga petrol
khatm hogya....!!!!
ha ha ha han..
लड़कियो :princess: को Facebook पर 1000 Followers :busts_in_silhouette: चाहिए और Reality में एक कुत्ता :monkey_face: भी Follow करले तो मम्मी_मम्मी :cold_sweat: चिल्ला कर भागती है
Pappu Ek Bar Plane Mein Jaa Raha
Tha To Usko Laga Ki Usko Ulti Aane
Wali Hai.
Woh Air Hostess Ko Vomit Bag Lane Ko
Kehta Hai.
Air Hostess Bag Le Ke Aayi Aur Usne
Dekha Ki Sara Plane Ultiya Kar Raha
Hai Sivaye Pappu Ke.
Air Hostess Hairaani Se: “Arrey In Sab
Ko Kya Hua?”
Pappu: “Pata Nahi, Mene To Ulti Kari
Thi In Logo Ko Shayad Buri Lagi To
Mene Wapis Pee Li“
Pehle Wo Meri Gf Thi
.
Mai Bolta Tha Wo Sunti Thi
.
Phir Wo Meri Mangetar Bani,
.
Wo Bolti Thi Main Sunta Tha
.
Jab Wo Meri Biwi Bani
.
Hum Dono Bolte Hai
.
Mohalla Sunta Hai...
Pregnant aurat ko dekhkar ek ladki boli:
Lagta hai makaan ban gaya hai,
Kirayedar bhi aa gaye hai…
Pregnant Lady Boli: Mistri khali hai… Tere ghar bhej du kya?@Hushain2
Santa: Woh ladki kitni sundar
hai!
Banta: Mujhe uska naam pata
hai.
Santa: Kya naam hai uska?
Banta: Woh bank mein kaam
karti hai, uske counter ke upar
uska naam likha tha "CHAALU
KHAATA"
एक समय में एक Poultry Farm का मालिक था जो की अपनी मुर्गियों के द्वारा कम अंडे दिए जाने की वजह से परेशान था
एक दिन उसने सभी मुर्गियों को हुक्म दिया की कल से मुर्गियां ज्यादा अंडे दे
मालिक :अगर तुम लोगों ने कल से 2-2 अंडे नहीं दिए तो कल से तुम्हारा दाना पानी बंद
मुर्गिया डर गयी …. सब ने 2-2 अंडे दिए मगर एक ने सिर्फ एक अंडा ही दिया
मालिक: तुम ने 1 अंडा ही दिया है ? तुम्हें मेरा डर नहीं ?
.
.
जवाब मिला : मालिक ! ये आपके डर की वजह से दिया है … वरना मैं तो मुर्गा हूँ
Dr:Ne 1 Pagal Se Pocha:
Tum Chhat Se Q Latak Rahe Ho?
Pagal:Mai 1 Bulb hun
Dr: Tum Jal Q Nahi Rahe?
Pagal:Bewkuf Yeh INDIA h Light gyi hui h.
NEPALI KE MOBILE MEIN RAT 2 BAJE PHONE AYA....
AAP SO TO NAHI RAHE HEIN. NEPALI GUSSE SE.....
KAMINO YE JARORI NAHI KI HAR NEPALI CHOWKIDAR HO
Doctor: ab aap khatre se bahar h
phir b ap itne dar kyo rahe ho
Marij: accident hua tha
us par likha tha zindgi rahi toh phir milenge
Geeta Updesh- Mobile nirjiv hai,
Sim iski aatma hai,
SMS aisa gyan hah jo batne se badta
hai..
Ath he prani BAILENCE ki MOHMAYA chodkar niranter sms kiye ja...
Sahab:Tum bathroom main qun ghus ayee,
kiya tumhein pta nahee tha ky main nahaa rahaa hun ?
Naukar:Sahab galatee ho gaee,
mein samjhaa tha begum sahibaa naha rahee hain