ek ladke ne 50 bar costamer care ko call kia
our har baar kaha
ladka-sir mere dost ka post muje fb per dekhna hai
Ccare-Please go to home sir
ladka-sir mai ghar me hu
subha se Ccare wala home me jao bolra
Ccare shoked
Jab bijli chali jaye, garmi lag rahi ho to ye upaay apnae-
1. Mukhya mantri or bijli vibhag ko jee bhar k kose, galiya de.. Isse aap relax ho jaenge..
2. Dosto ko nind se msg ya miss cal karke uthaae, isse aapka dard dusro me distribute ho jaaega, mann me ajib si khushi milegi..
3. Thodi der dhup me ghume, pasine se aap thandak mehsus karenge..
4. Padosi k bacche ko kas k thappad mare, ladai hogi to 2 ghante tak tym pass hoga..
Itni der me light aa jaegi
9. Paisa Fek Tamasaha Dekh:- Usse jaise hi dosti ho jaaye us par paisa kharch karna shuru kardo, chahe apne doston se paise udhaar magne padein, maang lo, aur kisi raaja ki tarah us par paisa udao, baad mein tumhara baaja bajega iski 100 taka zimmedari hamari.
Police: Oye tune papita Bechane wali,
Aurat ko kiss kyun kiya..??
Santa: main ki kra,
Wohi bar bar chilla rahi si.
"PAPPI TE LE LO"...
"PAPPI TE LE LO"... Te maine le li.;)
Heights of Caring -
Ek chinti hathi ke upar baith kr jaa rhi thi
raste mai kaccha pull aa jata hai
Usko dekh ke chinti boli
.
.
.
jaanu cross kr loge ki utru..
Solid Beijjati:
.
.
Ek Doctor Ne Naya Clinic Khola.
.
Thodi Daer Bad Ek Aadmi Aaya.
.
Doctor Ne Apne Aap Ko Busy
Show Karne K Liye,
Telephone Ka Receiver Uthaya
Aur Appointment Denay K Andaz
Me Bolne Laga.
Fir Phone Rakne K Baad...
.
Doctor Aadmi Se: Haan Bataiye
Kya Hua? .
Aadmi: Bsnl Se Aaya Hun,
Telephone Activate Karne K Liye
Jio itana ki jindagi kam pad jay
haso itana ki Rona muskil ho jay
kisi ko pana to kismat ki bat hai
Magar chaho itana ki khuda dene pe majabur ho jay
balmukund love Isharavati
शेर पकड़ने के 3 तरीके:
न्यूटन का तरीका:पहले शेर को तुम्हर पकड़ने दो फिर तुम उसे पकड़ लेना.
आइंस्टीन का तरीका: शेर को पहले इतना दौड़ाओ कि वो थक जाये और फिर तुम उसे पकड़ लो.
भारतीय पुलिस का तरीका: एक बिल्ली को पकड़कर तब तक पीटो की जब तक वो कबूल न कर ले कि वो शेर है.
Lady- Doctor, mere pati ka nasbandi
kardo..
Dr.- kyun.?
Lady- kya karu, Mujhe 5 wa mahina chal
raha hai,
Ghar me meri behen ka choutha mahina,
Kamwali ka teesra mahina.
Hamari bhais ka doosra, Kal hamari
kutiya ne bhi ulti ki,
Dr- Tumara pati kaha hai.?
Lady- Woh dekho, Hass Hass Ke SMS
padh raha hai.!
••••Turnext••••
1 Hand on pen
other on phone
1 Ear on Lecture
Other on Gossip
1 Eye on Board
Other on Lover
Kaun Bolta hai Student Life is Easy ?
Actually studentsa are very busy
............ARZ KIYA HAI.............
Itna kamjor ho gaye hain teri judaai me.
Itna kamjor ho gaye hain teri judaai me .
Ki cheenti bhi ab kheench le jati hain char payi se,..?
ऐश्वर्या राय की बेटी पहले दिन स्कूल गई.
टीचर: तुम्हारे दादा का नाम क्या है?
बेटी: बिगबी
टीचर: तुम्हारी मम्मी कौन है
बेटी: मिस वर्ल्ड
टीचर: तुम्हारे पापा का नाम क्या है?
बेटी: नो आइडिया सर जी!
bhojpuri names of english movies:
.
.
"mission impossible"
"eee naa ho payi"
.
"mission impossible- 2
"hum to pehle hi kahi ee naaho payi"
.
.
"titanic"
"nauka dele dhoka"
.
"anaconda"
" aadmi ke khaye wala sapwa"
.
.
"three idiots"
"teen burbak"
.
and the best 1 "ghajini"
"takla ke badla"...:p :d :o :d