लडकीयां 300 की एक सेंडल
खरीद के आएगी और
“पूरे घर मे कहती हैं शापिंग करके आ
रहीहूं”
.
और लडके 2००० की दारु पीकर आते है
फिरभी,
.
“चुप चाप सो जाते है
“साधा जीवन उच्च विचार
Ek baar santa ki bhains
kho gaye
woo use dhoondta
huwa park me pahucha
wha ek ladka appne
premika ki ankh me
aankhe dal kaar kah
raha rha tha-
"Jaan mughe tumhari
aakho me puri duniya
nazar aati hai"
Santa bola, bhai jara
dekh kaar batao ki meri
bhains kaha hai ??
"2 लडकिया बस में सीट के लिये लड़ रही थी कंडेक्टर आया और कहा लड़ो मत जो उम्र में बड़ी हो बैठ जाओ फिर क्या देखना सारे रास्ते भर दोनों खड़ी रही और कहने लगी दीदी आप बैठ जाओ नह़ी दीदी आप बैठ जाओ"
Santa Ko Vodafone Mein Operator Ki Job Mil Gayi.
Lekin Job Ke Pehle Din Hi Use Bohat Gaaliyan Padi Aur Dhakke Dekar Job Se Nikal Diya Gaya
Kyu Ki Usne Apne Office Mein Pehli Call Kuch Is Tarha Se Attend Kari Thi.
Santa With First Caller: “How Can I Help You Sir?”
First Caller: “Mera Vodaphone Ka Sim Dhang Se Kaam Nahi Kar Raha.”
Santa: “Abe To Airtel Ka Lele Na“ :D
By - ANIL
Phone Baja…
Husband: Agar Phone
mere liye ho to kehna
main ghar pe nahi hu.
.
.
.
Wife: Woh ghar pe hain..
.
Husband: Mene mana
kiya tha na, mana kar
dena..
.
Wife: Phone aapka nahi
mera tha…:p
Samajh me aa gya ho to
Like karo.
Amitabh: Mere pas Gaadi he, Banglaw hai, Bank Balance hai, tumhare paas kya hai?
Shashi: Mere paas bhi Gaadi hai, Bunglaw hai, Bank Balance hai...
Silence for few Minutes...
Amitabh: Abey to phir Maa kahana hai?
K.k
Narak me bahut sare log Maza kar rahe the.
GOD: Ye log naark me bhi aish kar rahe hain..
Yamraj: hostel wale hain. Saale Kahin bhi Set ho jaate hain!!:
Bacha: Abu plz mje 5 Rupees dedo.
Baap: Beta mre pas to khule nhi hy
tu apni ammi se
lele
.
Bacha: Ami plz mje 5rp dedo..
Ammii: Beta mre pas to khule nhi hy
tu apne mamu
se lele
.
Bacha: Mamu plz mje 5rupy dedo
Mamu: Beta mre pas to khule nhi hy
tu apni mami
se lele
.
Bcha: Mami plz mje 5rp dedo
Mami: Beta mre pas to khule nhi hy
tu apne chacha se lele
.
Bcha: Chacha 5rp hy?
Chacha: Ha hy beta du kya?
.
Bcha: Nhi apni kabar me lay jana
icecream wala
Udte Huey Parindey Se Ek Ladki Ne Pucha:Tumhe Niche Girne Se Dar Nhi Lagta ??...To Parindey Ne Muskura Kar Bada HiKhubsurat Jawab Diya.........."Abe Shakal Achi Nhi Hai To,Kam Sekam Baat To Achi Kar Liya Kar.:D:p8-);>
kaale dost ek sath ja rahe the...
Raste me ek pari milti hai,
Pari:" ek-ek wish batao mainpoori karugi.."
1st:" Mujhe gora aur khubsurat kardo.."
Pari ne kar diya..
2nd:" mujhe bhi aisa kar do.."
Pari ne kar diya..
.
.
.
.
3rd zor zor se hasne laga or phir bola...
.
.
"Inko wapas pehle jaisa kardo...
Moral:" Har ek Friend kamina hota hai...:p :O :D
Style machine
Pappu Ne Ek Ladki Ko Ched Diya,
Ladki Boli: “ Dam Hai To Kabhi Akele Mein Aake Mil ”
Ab Bechara Pappu Ko Khud Samajh Nahi Aa Rahi Ki Isko Kya Samjhe
Dhamki?
Ya Fir Chance ??
How to kill a - BOYYYYYY.....??
.
.
.
.
Just give him a mobile with lots of
beautiful Gals mobile number.
.
Then Lock him in a place with "No -
NETWORKKKKK coverageeee .... :D
...
How to kill a - GIRLLLLLLLL..??
.
.
.
.
Give her a beautiful dress, nice
jewellerys, costly cosmetics.
Then, lock her in a room without a
Fuckiinnggg " - MIRRORRRRRR -.
Girl (sharmate hue): Ye Pyar kya hota hai?
Boy: pyar ka rishta 2 insano me wohi hota hai jo cement or rait ke darmiyan pani ka hota hai
For Example
Ladka = Cement
Ladki = Rait
Love = Pani
ab agar cement or rait ko Aapas me mila diya jaye to wo strong nahi honge
lekin agar in me pani mix kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta.
.
.
.
Girl (hanste hue): kamine tu shakal se hi Mistri lagta hai.??