Shaadi ke baad Pappu ne apni
wife se pucha :
.
"Tumhare shadi se pehle kitne
boyfrnd the?"
.
Wife ne 1 lifafa dia, jisme
chawal k kuch dane aur 200 Rs.
the.
.
Pappu : Ye kya?
.
Wife : Mai jab bi boyfriend
banati thi to 1 chawl ka dana
isme dal deti thi.
.
Pappu (Dane gin ke) Bus 7? Aur
ye 200 Rs.
Kyun?
.
.
.
Wife : 4 killo chawal bech
diye..
पप्पु: यार आउल, ये क्रिमिनल लोग क्राइम करने के
बाद अपनी उँगलियों के निशान क्यों छोड़ जाते हैं?
.
.
संता ने खतरनाक दिमाग लगाया...
.
.
.
.
.
.
" क्योंकि वो अनपढ़ होते हैं ना...पढे लिखे होते तो
साइन छोड़ कर जाते..
Ek Baar Ek Couple Park Mein Beithe Hote Hai.
Police Wala: “Park Mein Aise Beithe Ho, Bacho Pe Kya Asar Padega?”
Aadmi: “Hum Dono Married Hai”
Police Wala: “Toh Ghar Mein Ja Ker Betho Na”
Aadmi: “Tab Isske Pati Pe Kya Asar Padega“
Woh Jo Mehboob Ki Yaad Mein Jagte
Hai
Tanha Raato Ko..
Sirf Woh hi Bata Sakte Hai Ki?
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Kon Se Mobile Ki Battery Aachi Chalti
Hai.
Aapki dosti ko hum nibhayenge.
Tum roz khafa hona hum roz manayenge par.
Par man jana manane se.
Warna
raat ko aayenge aur bori me bar kar kahi dur fak aayenge.
Rahul
Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain
Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge
maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai
bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge...