Bachhe Man k sachhe..
Boy to his mom:" Mumma mai kaise paida hua.. ??
.
Mom:" Maine 1 bartan me mitti daal kar rakh di,
kuch din baad usme se tum mujhe mile..
.
Bache ne aisa hi kiya..
Ab kuch din baad usne jakar dekha to usme 1 mendak tha..
.
.
Bacha:" gusse se dil to karta hai ke Saale..
tujhe goli mar du, par kya karu ??
Aulad hai tu meri..
Ek Baar Ek Ladka Ek Haweli Ke Aage Se Gujar Raha Thha,
To Usse Uss Haweli Ke Bahar Ek Pathan Mila, Ussne Usse Kaha.
Ladka: “Mene Suna Hai Iss Haveli Mein Jin Bhoot Aur Aatmya Rehti Hai”
Pathan: “Rahti Hongi, Mujhe To Khud Mare Hue 8 Saal Ho Gaye Hai”
Moral: Pathano Ko Marne Ke Baad Bhi Akal Nahi Aati.
By : Meena Mishra
Anniversary k mauke per SANTA
.
Apni biwi k liye gulab ka phool le kar aaya.
.
BIVI: Mujhe ye nahi chahiye,
.
Koi soney ki cheez do.
.
SanTa: Ye lo Takiya or so jao.
CHiTi auto me baithi Or 1 pair bahar rakha,
Driver=Madam pair andar lelo,
C-Nai..,
Raste me HATHi mile to Laath marni H,
kal sala aakh marke Gya tha..!!
Baap- beta chhod de ye
Facebook,
ye Facbook tuje
roti
nahi dene wala... :@
. . .
.
.
KamiNa Beta- haa papa
ye facebook muje roti nahi
dene wali par
roti banane wali
degi....
Ek ladki roz ek bas station pe thik subah 08:00 baje aati thi ek din uske piche ek ladka aake bola,
"Are rafta rafta dekho aankh meri ladi hai,
Aankh jisse ladi hai wo pas me hi khadi hai..."
Ladki boli : "Aankh jisse ladi wo teri ma se b badi hai..."
Waha pas betha buddha : "Tere liye nahi wo to mere liye khadi hai..."
Baccha :- Madam Aap Mujhe Bahut Achi Lgti Hein,
Mein Aap Se Shaadi Karu gaa..
Madam :- Gusse Se, Muje Bachon Se Nafrt H,
Baccha :- Ok Madam Mein Koshish Krun Ga Ke Bacche Na Ho
पति: जब मैं सूट पहनकर सब्जी लेने जाता हूं, तो दुकानदार मुझे सब्जी महंगी देता है और जब मैं मैला कुर्ता-पाजामा पहनकर जाता हूं तो सब्जी सस्ती मिलती है।
पत्नी: तब तो तुम हाथ में कटोरा लेकर जाया करो सब्जी मुफ्त में मिल जाया करेगी।
Hanumanji: Bhole Nath Ab Mai Dharti
Par Nahi Reh Sakta..
Bhole Nath: Kyu..?
Hanumanji: Pehle Log Let Kar Matha
Tekte The, Fir Ghutne Tekne Lage
Fir Log Dur Se Hi Sar Ko Jhuka Chale
Jate The..
Mai Fir Bhi Khush Tha Lekin Ab To
Ghor
Kalyug Aa Gaya Hai Prabhu..
Aaj Mandir Me 1 Bacchi Aayi Aur
Haath Hila Kar Boli..
"Hi Hanu, Whats Up.?
Aise Muh Kyu Fula Raha Hai..
Just Chill Baby....!
Narak me bahut sare log Maza kar rahe the.
GOD: Ye log naark me bhi aish kar rahe hain..
Yamraj: hostel wale hain. Saale Kahin bhi Set ho jaate hain!!:
Reactions of KISSING in various Countries
.
.
America : - Kiss me hard !
France : - Kiss me Slowly !
India:
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Jaldi karo koi aa
jayega ;-)
zindagi behal hai ,
sur hai na tal hai,
msg box bhi kangal hai,
kya apke sms factory
me hadtal hai,
yar kuch bhi bhejo,
ye mere mobile ki zindagi ka sawal hai
Ek baar 2 Mouse Bike Par Ja Rahe The . Sher Ka baccha Mila. Usne kaha Muje B Bike Par Le Chalo. . . Chuho Ne Kuch Socha Fir Bola "Dekh Le ,Baad Me Teri Mummy Bolegi, Tu Gundo Ke Saath Ghumta hai "
DEAR singles :
.
.
.
.
. .
.
.
.
February aane me Zyada tym nhi
hai
Mehnat karo dil laga k...!!
warna is bar bhi 14 feb..
FB pe Like
or Comment kar k guzaarni Padegi