Ek ladki sadak par akeli jaa rahi thi, pichhe se
ek ladka bola : Ghar tak lift chahiye kya?
Ladki : Bhag jaa harami 3 din se lift le rahi hoon
abhi tak ghar nahi pahuchi.
Ek Ladke Ne Ladki Se Puchha.
Ladka: “Agar Ek Din Ke Liye Aapko Ladka Banne Ka Vardaan Mil Jaye, To Sabse Pehle Aap Kya Karogi?”
Ladki Soch Kar Boli: “Khade-Khade Mutungi“
Mother To Son: Tipu Sultan
Kaun Hai..?
Son: Pata Nahi..
Mother: Padhai Pe Dhyan Do..
Son To Mother: Chinky Aunty
Kaun Hai..?
Mother: Nahi Pata..
Son: Papa Pe Dhyan Do..!
It is a challenge for
u!
App Kabhi bhi kar
nahi sakte Ør agar
Himat hai to kar k
dikhao!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Mere number pe
100 ka load:-
Ek police Inspector ke ghar chori ho rahi thi.
Wife: Utho ji, ghar mein chori ho rahi hai.
Police Inspector: Mujhe sone de, main iss time
duty par nahi hoon.
Jo goom ho gaya aks mera en hawaaon mein,
Ek paigaam reh jayega
Na rahegi yaad meri koi,bas naam reh jayega
Aate hi saawan, ek phool naya khil jayega
Ek boond hi sahi,
Aanshoo mere naam ka bhi koi barsayega
Kahi mitt jayegi meri surat,
Kahikho jayenge mere alfaaz
Par saanson ke sang hi sahi,
Ek paigaam reh jayega.
कडकजोक
कोर्ट में पप्पू तलाख के लिए गया.
पप्पू जज से बोला: Sir, I’m not happy with my wife.
तब पत्नी बोली: कमीने, सारा मोहल्ला खुश है.. बस तेरे ही नखरे है !!!
Pappu ki maa : 20 saal tak mere koi aulad nhi huyi.
.
.
.
… .
.
.
.
Press Reporter : phir aapne kya kiya??
Maa : phir jab main 21 ki hui to papa ne meri shadi kar di tab ja ke Pappu hua..!!
Boy: MUJHSE SHAADI KAROGI..?
Girl: Kya..?
Boy: Acchi film hai na..?
Girl: Kutte ke bacche..!
Boy: What..?
Girl: Kitne chote chote hote hai na..!!!
Moral – Jaise ko Taisa