• Categories
  • Funny Jokes   4862
  • Ek conductor ki shadi ho rahi thi, jab Dulhn phero ke waqt uske pas akar baithi to vo bola thoda pas ho k baith, ek sawari or baith sakti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Voh Sadak Ke Us Paar Thi, Hum Sadak Ke Is Paar The Kuch Hum Aage Badhe, Kuch Voh Aage Badhi Hum Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage Badhi Hum Aur Bhi Aage Badhe, Voh Bhi Aur Aage Badhi Ab Hum Sadak Ke Us Paar Hein, Aur Voh Sadak Ke Is Paar Hein.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Wife: Tumhe Pyaar Karna Nahin Aata. Husband: To Kya Ye 3 Bachche Internet Se Download Kiye Hain.? Wife: Nahin Ye To Padosi Ke Pendrive Se Liye Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Wife: Aapki Blue Shirt Mujh Se Jal Gayi..! ¤ ¤ ¤ ¤ Pappu: Mere Paas Waisi Ek Aur Shirt Hai..!! ¤ ¤ ¤ ¤ Wife: Pata Hai, Maine Usmein Se Kapda Kaat Ke Pehle Wale Mein Laga Diya Hai..!!! :D:P ;)
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • ik bar satna shaadi me gaya huwa tha.. to use sirf paani hi mil raha tha..santa ne jos se chilay aur kaha paani muh me atak gaya hai rashgulla leke jaldi aauo.?
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Atal ji: Soch raha hu shadi karlu. Advani: karle yaar Atal ji: kuwari se karu ya vidhwa se? Advani: kuwari se karle vidhwa to apne aap ho jayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Ek bhikari bhagwan ko; He bhagwan, Muje khane ke liye aisa kuch do Jo khane par bhi khatam na ho. . . bhagwan: ye lo beta . . "CHINGAM"
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Call Summary;) Boy To Boy=00:00:59 Bou To Mom=00:10:30 Boy To Dad = 00:02:36 Boy To Gf 01:15:01 Girl To Girl = 00:29:59 Gf To Bf =00:00:05 (Call Back) Share If U Agree!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Shohar Biwi se: Ye kya tum ek aur suit le ayi? Abi parso hi to.. Biwi chilla kar boli: kya kaha?!! Kya parso? Bolo Kya kha tumne? Kya parso, parso kya, bolo jaldi!! Batao kya parso? Shohar: kuch nai, mai bas ye keh rha tha K parso b ek hi suit lyi thi, Aaj 2 le aati.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Santa: mere dadaji jab ghar aate hai to lathi ko bed par rakhte hai aur khud kone me jakar khade ho jate hai..... pappu: ye to khuch bi nai jab mere dada ji ghar par aate hai to bistar par thukte hai aur khud khidki se bahar kud jaate hai... Hahahaha:-D mohit
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Wife:Agar mei kho jaau to tum kya karoge? . . Husband:Mei akhbaar mei advtmnt dunga. . Wife khush hote hue:Kya likhoge? . . . Husband:“JISKO MILE USKI”.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • 1st Boy: Pados Waali Budhi Lady Jab Bhi Kahi Shaadi Hoti Hai To Mere Gaal Khinch Kar Bolti Hai, "Ab Teri Bari Hai". . Lekin Ab Usne Bolna Chhod Diya Hai.. . . 2nd Boy- Kyo? . . 1st Boy: Kyuki Ab Jab Bhi Kahi Kisi Ki ...Death Hoti Hai To Mai Bhi Uske Gaal Khinch Kar Bolta Hu,, "Ab Teri Bari Hai":D
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Zindgi jab kisi do raahe pr aati hai, ek ajib si kasmkas me pad jati hai, chunte hai ham kisi ek raah ko par dusri raah zindgi bhar yaad ati hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Arz Kiya Hai. Zara Gaur Farmaiyye Ga !! 2 Meel Door Se Agar Ho jaye. Kisi beautiful Ladki ka Deedar. Waah ... Wahh.... 2 Meel Door Se Agar Ho jaye.. Kisi beautiful Ladki ka Deedar. Tou Langda Bhi Ayse Bhage Jaise KariZma ZMR.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Beta: papa ye sms kise kahte hai or ye kiske kaam aata hai . . . papa: beta ye VIP log bhejte hai or hum jeshi KANJOO logo k padhne k kaam aata hai
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Ek Gadha 2 Feet Ki Rassi Se Bndha Hua Tha, Batao Wo 7 Feet Door Pri Ghaas Kese Khaye Ga? Haar Maan Li ? Gadhay Ne Bhi Maan Li Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Student: Mam Jab Hindustan Ko Hind... Pakistan Ko Pak... Australia Ko Aus... To Hum Brazil & London Ko Kya Kahenge ??? . . . . . . . Mam: Tu Apna Kaam Kar Haramkhor !!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Apni Girl:" friend Ke Sath Date Pe Ho, . . Par Chahte Ho Ki Khaane Peene Mein Faltu Ka Kharcha Na Ho To Us Se Puchho . . . . . . . . . . . . . . . “Kya Khaayegi Moti.. ?? . . Thodi Si Gaaliyan Milengi Par Kasam Se Paise Zaroor Bach Jayenge... :P
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • apni “Girl friend”ko “mein ” kese “samjhaon “Faraz” . . . . . . “K “Mohabbat “miss “karne “se “Nhi “Kiss “KARNE’ “se “Barhti “hy
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes