• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Girl – Jante Ho Tum Ladke Kyon Bal Katbate Ho? Boy – Batao? Girl – Taki Badtmiji Karne Par Koi Ladki Bal Pakad Kar N Mare Boy – Janti Ho Tum Ladkiyon Ke Bal Kyon Bade Hote Hain? Girl – Its Natural! Boy – Nhi, Balki Eshliye Taki Juyein Ushme Jhula Jhul Shake… :D
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Katil Nigahon Se Bachta Raha, Kahin Pyaar Na Ho Jaye Bada Damdar Hai Dil Mera, Kahin Bekaar Na Ho Jaye Rab Ne Likhi Thi Jo Kismat Main Meri, Samne vo aayi Aesi Banke Andheri Boyfriend Ki Posting Pe, Hire Ho Gaya Hoon Aaj Kal Main Bhi "SHAYAR" Ho Gaya Hoon
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jindagi me aage badne se yun na daro, wah wah jindagi me aage badne se yun na daro. . . . daya jaldi se us gaadi ka picha karo.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Maine dil se kaha, dhoond laana khushi Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi, Maine dil se kaha dhoond laana khushi Bechaara kahan jaanta tha Khalish hai yeh kya khala hai Shehar bhar ki khushi se Yeh dard mera bhala hai Jashna yeh raaz na aaye Mazaa toh bas g
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Majnu Ko Laila SMS Nahi Aaya Majnu Ne Do Din Se Khana Nahi Khaya Majnu Marne Vala Tha Laila K Pyaar Me Laila Baithee Thee Sms Free Hojane Ke Intezar Me…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • STUDENT SHAYARI: Aasma me kaali ghata chhaai he, Aaj fir principal se mar khai he, Sab kehte hey sudhar ja, Par kya kare aaj madam fir sheela ban ke aayi he...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Humne msg bhej ke jab-jab apko yad kiya aapne us sms ka na kabhi jawaab diya waise to sunday ko over time lagaane ki aadat nahi chalo fir bhi ye sunday apke naam kurbaan kiya.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Teri Zindagi Mein Kabhi Ghum Na Ho
    Teri Aankhe Kabhi Gam Na Ho
    Meri Dua Hai Ke Mile Tujhe Ek Smart Si Dulhan
    Jiska Wieght 150 Kg. Se Kam Na Ho!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ek kutta roz ek ladki se milne jata hai wah wah.. ek kutta roz ek ladki se milne jata hai ab tum hi batao YE Rishta kya kehlata hai?
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • (१) यारो के बिच याराना सिख गए ! थोरा सुर लगाया और तराना सिख गए !! सब कुछ ठीक था अपने जिंदगी में...! गलत तो तब हुआ जब दिल लगाना सिख गए !!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz kia he.. Suhagrat he Ghunghat utha rha hu Wah wah Suhagrat he Ghunghat utha rha hu Arey ye to koi or he Mai Mummy ko bula rha hu...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arre Hume to Angrezi ne loota, Desi me kahan dum tha, Hum to wahan jakar ladkhadaye, Jaha bear ka drum tha..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Yeh Kaisa Tera Pyar Hai Jaalim, Dil Na Raha, Sarkari Daftar Ban Gaya Hai, Na Koi Kam Karta Hai, Aur Na Hi, Kisi Ki Baat Sunta Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Haste dilo me gham bhi hai, muskurati aankhe kabhi nam bhi hai, dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke, kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Prem to amare pan karvo hato, pan vaat khas thai nahi, tajmahal to amare pan bhandvo hato, pan afsoss ke loan pas thai nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dil torne wale ko saza nahi milti, Har kisi ko pyar karne ki dua nahi milti, Log kahte hai ishq to ek rog hai, To phir medical store pe iski "Dawa" kyu nahi milti.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Main aapko chand kehta, Main aapko chand kehta Lekin usme bhi daag hai Main aapko suraj kehta, Main aapko Suraj kehta Lekin usme bhi aag hai Main aapko bandar kehta, Main aapko bandar kehta Lekin usme bhi dimaag hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Mohabbat mein jab mujhe Dhoka mila, To zindagi me charo aur udasi cha gayi, Socha tha ki AAG laga dunga es duniya ko Par kambhakt colony mein dusri aa gayi :)
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Khat Likhati Ho Gori Ya Likhati Ho Keetab, Likhna Aata Nahin Likhati Ho Behisaab, **** Maaf Karna Parmeshvar Yeh Bhool Hamari Hai, Puchhne Se Pata Chala Ke Woh Nirdhan Nari Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS