Santa apni biwi k office gaya
to usne dekha k uski biwi
boss ki godi me baithi dictation le rahi thi.
Santa:- Chal LAajo, aisi jagah kaam nahi karna
jahan staff k liye kursi bhi na ho.Hushain2
Santa- Kal me film dekh Aya,
film achi thi par film ka naam bada ajib tha
Frnd-Kya naam tha
Snta- Badi Gaand
Frnd- abe vo badi gaand nhi"BODYGUARD" hai.
Teacher- jo mere sawal ka sahi jawab dega wo ghar ja sakta hai.
Ussi waqt santa ne apna bag bahar fek diya.
Teacher- wo bag kisne feka?
Santa- maine..ab main ghar jau???
Santa apni gf k gar pe rat me milne gya .
Santa - chalo ab hum thoda pyar kar lete h .
Gf -nhi .meri ma dekh legi .
Santa -nhi dekh sakegi .meri jimmedari hai . Meri jimmedari hai.
(gf ki ma jag jati h or ladki ki pitai karne lagti h )
santa - meri koi jimmedari nhi h .
Santa Library Ja Kar Puchta Hai:"Suicide Karne Ke Tarike ka Book Hai Kya.. ??
.
.
.
.
.
.
.
Librarian Ne Use Ghoor Ke Dekha Aur Puchha:"Wapas Karne Kon Aayega..:p :D :O :D
Dont kill me after reading this-
Santa- Yar banta hamare beech kya relation hai ?
Banta- Wahi jo Besan or Pakode ka hai !
Banta- kaise ?
Santa- Kyunki jab Besan SANTA hai tabhi to Pakauda BANTA hai
santa apne father k samne cigrate pi raha tha
Logon ne kaha ke aap apne father ke samne cigratte pi rahay ho?
Santa bola: Wo mera father hai, koi petrol pump thodi.
Santa makes cal 2 airport: Hw long is da journey frm punjab 2 America??
Receptionist:1 sec sir..
.
.
.
.
Santa disconnects n says,
'pee ke bethi h kamini
Santa : Mummy Maine Apka Kaha Maankar School Se Aate, Samay Khali Tiffin Preeti Didi Ko Dena Band Kar Diya H.
Mummy : Yeh To Bahut Acchi Baat H Aakir Tumne Apni Aadat Badal Hi Dali. Santa :– Ha, Mummy, Ab Mein Tiffin Apne Bag Mein Rakhkar Bag Didi Ko De Deta Hu. :grinning::grinning::grinning::grinning:
संता- ये नया मोबाइल कब लिया?
बंता- लिया नहीं.. गर्लफ्रेंड का उठाया है।
संता- क्यों?
बंता- वो रोज कहती है कि तुम मेरा फोन नही उठाते..
आज मौका देखकर उठा लिया।
Santa:Train me raat bhar nind nhi ayi,
upr ki seat mili thi, garmi bahut thi.
Banta:To xchnge krna tha
Santa:Kisse krta?
Niche ki seat pe koi aya hi nahi.