santa aur banta k bich mai fight ho rahi thi
banta:- saale mai tere kapde phaad k tujhe naanga kar doonga
santa:- dekh serious ladai mai romantic baat mat kar
Faadu Santa
Doctor: Tumhare Kaan Kaise Jale?
.
.
Santa: Main Kameez Istari Kar Raha
Tha,
Ke Phone Aa Gaya.
Maine Jaldi Mein Phone Ki Jagah
Istari Kaan Ko Laga Li
.
.
.
Doctor: To Doosra Kaan Kaise Jala?
.
.
.
.
Santa: Ab Ambulance Ko Bhi
Phone Karna Tha Na.
Santa ke bagiche mein bahut sare ped- paude thay,
Santa naukar ko bola ped-paudon ko pani dal.
Naukar: Sahab baarish ho rahi hai.
Santa: Abe to Chatri leke dal.
संता (बंता से)- आज पार्टी किस खुशी में?
बंता (संता से)- मेरा स्कूटर खो गया है।
संता- तो..
बंता- शुक्र मानो मैं उस पर नही बैठा था वरना मैं भी गुम हो जाता।
Santa and Banta in a football stadium..
Santa:Paaji, yeh log ball se kya kar rahe hain?
Banta:Goal kar rahe hain!
Santa:Lekin paaji ball toh pehle se gol hain, aur kitni gol karenge
Ek bhikhari road pe chilla rha tha- alah ke nam par ek rupaya de de.
Santa 100ka note dikhate huye bola 50rupya hai kya?
Bikhari excited ho ke- ha hai.
Santa to pahle use kharch kar na