Santa 2 Banta:
Yeh doctor
log operation karne se pehle
Patient ko behosh kyun karte hen?
Banta:
Kahen patient khud operation karna seekh na le is liye……
Santa pe bijli ki taar gir gayi:
Santa tadap tadap ke mrne hi wala tha.
ki
Use yaad aaya..
bijli to 2 din se bnd hai,
wapas uth gaya or bola:
Sala! dara diya..!!
Santa Ko Uska Sasur Jute Maar Raha
Tha
Aadmi : Kyu Maar Rahe Ho?
Sasur : Meinie Ise Hospital Se Sms
Kiya.
Tum Baap Ban Gaye Ho. Isne Apne
Sare
Friends Ko Forward Kar Diya!
Santa: Woh ladki kitni sundar hai!
Banta: Mujhe uska naam pata hai.
Santa: Kya naam hai uska?
Banta: Woh bank mein kaam karti hai, uske counter ke upar uska naam likha tha "CHAALU KHAATA"
संता साइकिल पर बाजार जा रहा था।रास्ते में उसने एक लड़की को टक्कर मार दी।
लड़की चिल्लाई – घण्टी नहीं मार सकता था क्या ……. ?
संता रुआंसा होकर बोला – पूरी साइकिल तो मार दी, अब घण्टी क्या अलग से मारूं ….?
Santa:- Humne Ek Aisi Cheez Banayi Hai
Jis Se Hum Diwar Ke Us Paar Dekh Sakte Hain,
.
.
Angrez:- Wow ! Wo Kya Hai... ?
.
.
.
.
Santa:- SURAAKH.
HaHaHa.
Santa and Banta in a football stadium..
Santa:Paaji, yeh log ball se kya kar rahe hain?
Banta:Goal kar rahe hain!
Santa:Lekin paaji ball toh pehle se gol hain, aur kitni gol karenge
पढाई में अच्छा ना होने की वजह से संता अपने बेटे पप्पू को हमेशा डांटता रहता था।
एक दिन जब दोनों इकट्ठे बैठ कर टीवी देख रहे थे तो अचानक से पप्पू, संता से बोला, "पापा मैं जब अपना व्यापार करूँगा तो देख लेना अच्छे-अच्छो के हाथ में कटोरा पकड़ा दूंगा"।
संता ने ये सुना और हैरानी से पप्पू से पूछा, "बेटा वो कैसे?"
बेटा मुस्कुराते हुए बोला, "गोल-गप्पे बेचकर"।
Santa: Chal Race Lagte Hai Jo
Haara Wo 1000 Rs. Dega..
Banta: Thik Hai Par Mujhe
Raasta Nhi Pata, Santa: Bas Tu
Mere Piche Piche Rehna. Banta:
Thanks Yaar Ur My Best Fend...!
Santa: Meri Billi Mar Gayi
Banta: Kaise Mari
Santa: Maine Use Nahala Diya Tha
Banta- Nahalne Se Bhi Kahi Billi Marti Hai Kya
Santa- Maine Nahalane K Bad Use Nichoda Bhi
Tha