Santa: Meri Billi Mar Gayi
Banta: Kaise Mari
Santa: Maine Use Nahala Diya Tha
Banta- Nahalne Se Bhi Kahi Billi Marti Hai Kya
Santa- Maine Nahalane K Bad Use Nichoda Bhi
Tha
Santa : Mujhe Mobile Me Mp3 Songs Dalwane Hai.
Mobile Shop Wala : Memory Card Hai Kya?
Santa : Sochne Ke Baad
.
.
.
.
.
Nahi Memory Card Nahi Hai,
RASHAN CARD Chalega?
Santa Class Me Hans Raha Tha
1 Ladki Boli STaNd UP Kaun Ho
Tum??
.
.
.
Santa :- Tum Kaun Ho?
.
.
.
Ladki :- Mai MONITOR Hun.
.
.
.
.
Santa :- Ha.ha.ha.ha.ha.
Tere Din Gaye Pagali Ab
Laptop Aur LCD
Ka Zamana Hai ...
Santa ke bagiche mein bahut sare ped- paude thay,
Santa naukar ko bola ped-paudon ko pani dal.
Naukar: Sahab baarish ho rahi hai.
Santa: Abe to Chatri leke dal.
Santa Ki Wife Apne Pati Se Pareshan Ho Kar,
Swami Lunnacharya Ke Pass Gayi.
Santa’s Wife: “Swami Ji,
Mere Pati Roz Aadhi Raat Ko,
Ghar Se Chale Jate Hai.
Swami Ji: Isse Mein Aap Ki Samsya Samju,
Ya Mere Liye Aap Ka Invitation?
Santa To Banta..
Santa-: Mere Mama Ne Mujhse
Choti Si Baat Pe Rishta Tod
Diya..
.
.
Banta-: Kyu..??
Kya Kaha Unhone..?
.
.
.
Santa-: Unhone Kaha
.
.
.
.
.
.
Mungfali Me Dana Nahi,
Hum Tumhare Mama Nahi..
Hahahaha.
Santa asks Banta: Tujay larki phasani aati hai?
Banta: Nahi..!
Santa: Nahi aati to seekh le..
Pehle ek kaagaz ka jahaaz bana..
Phir usay class mein ura..
Mam k puchne par.. larki ka naam lagade..
BAS PHAS GAI LARKI .
संता अपने खेतों पर गया हुआ था। वहां कुंए की जगत पर बैठे एक मेंढ़क से उसकी बहस हो गई।
मेंढ़क – तुम्हारे पास दिमाग नहीं है ।
संता – है ।
मेंढ़क – नहीं है ।
संता – है ।
मेंढ़क – नहीं है, नहीं है, नहीं है …..
और इतना कहकर मेंढ़क कुंए में कूदगया ।
संता – अरे नहीं है तो नहीं है परइसमें खुदकुशी करने वाली क्या बात थी ……