• Categories
  • Santa Banta Jokes   1306
  • बंता ने हजामत की दुकान खोली संता शेव कराने आया। बंता- मूंछ रखनी है?? संता- हां... बंता (मूंछ काट कर )- ले रख ले जहां रखनी है!!!
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Banta: Yeh chaaku kyon ubaal rahe ho? Santa: Suicide karne ke liye Banta: To phir ubalne kui kya zaroorat hai? Santa: Kahin infection na ho jaaye
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa: Yaar Tu Itna Bada Ho Gaya Aur Phir Bhi Abhi Tak Tere Ko Dadhi- Mooch Nahi Aayi? Banta :Yaar Main Bilkul Apni Maa Par Gaya Hoon
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Banta k ghar shadi k 20 saal bad bachcha hua, Wo udas ho gya, santa: Yar udas kyu ho? Banta: 20 saal bad bachcha hua wo bhi,CHHOTA SA.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa ke gao me nadi pe bridge banaya gaya. Builder: Bahut achcha ho gya! Santa: Haan ji Pehle dhoop me tair k nadi paar krte the Ab chhav rahegi
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Banta:how did u got a new car? Santa:A girl drove me to a beach, took her cloth & and said: take what do u want & i took car banta: good yaar kapde ki karne si.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Anil ambani:- Agar Me Subah Apni Car Me Niklu To Sham Tak Apni Aadhi Zameen Bhi Nahi Dekh Skta.... Santa:- Hamare Paas Bhi Pehle Aisi Hi "Khataara Car" Thi...
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Banta Cigratte pe 2 metre pipe laga kr pe raha tha. Santa : Tu pipe laga kar cig Q pe raha hai Banta : Doctor ne kaha, Cig-Bidi se dur rehna.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Maine Ek Naya Drink Bnaya H. Yeh Dudh, Gulocose Aur Sharab Ko Mix Karke Bana H. Dudh Aapko Shakti Deta H, Glucose Apme Furtilapan Lata H. Aur Sharab….? Sharab Tumhe Yeh Btati H Ki Tumhe Apni Shakti Aur Furti Kaha Paryog Karni H.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Costomer-Teri Cow Ki 1 Ankh Kharab Hai,Fir Bhi Tu 25,000 Mang Rha He. Santa-Tuze Cow Dudh Pine K Liye Leni Hai Ya Nain-Mila ne K Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa to Banta - tumko kisi se pyar hua hai ? Banta - haa yaar par vo manti hi nahi, Kyu kya kaheti he, Kaheti hai "I love u 2" Pata nahi sala ye dusra kon hai...........very funny
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Banta: Tum Tenstion Me Kyu Hai.? Santa: Yaar Me Apni GF Ki Wajah Se Lakhpatti Ho Gya. Banta: To Is Me Tenstion Wali Kya Baat Hai.? Santa: Main PahLe Carod Pati Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa k Sar Se Khoon Nikal rha Tha Dctr=Ye kaise Hua? Santa=Mai Hatho Se Patthar Tod rha Tha,To kisi ne kaha"Paaji kabhi to Dimag Istemal karo"...?
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Ek Admi Khade-khade Chaabi Se Apna Kaan Khujla Raha Tha Santa Use Gaur Se Dekhte Hue Bola- Bhaisahab, Aap Start Nahi Ho Rahe To Dhakka Lagau.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa: Kaam wali Shanti ko bulao...! . . . . . . . . . . . Wife: Kyun? . . . . . . . . . . . . . . . . . . . Santa: Doctor ne kaha hai, . . . . . . Raat mein dawa khane ke baad Shanti ke saath so jaana..:P
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa to banta-Hum dono me kya rishta he Banta- jo besan or pakode ka he Santa-wo kese Banta-Qki jab besan SANTA hai tabhi to pakoda BANTA he
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Wife Bathroom Se Naha Ke Nikli To Santa Use Ghur Raha Tha! Wife Romantic Hokar: Kuch Karne Ka Irada Hai Kya? Santa 2 Thappad Maar Ke Bola: Mere Garm Pani Se Kyu Nahayi!! By -nripendebnath
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • santa:-yaar mera kutta kho gaya hai. Main kya karu? Banta:abe tu paper me kyo nahi de deta ki tera kutta kho gaya. Santa: chup kar sale mera kutta pada likha nahi hai.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes