Santa Bank me paise jama karane gaya.
Cashier-
Tumhare Note nakli hai.
Santa-
Tujhe kya farak padata hai?
Jama to Mere Account me ho rahe hai na..!!=D =))
Santa aur Banta salon ke baad mile
Pata chala dono ki shadi ho gayi hai.
Santa: Kaisi hai tumhari BV?
Banta: Swarg ki apsara hai or teri?
Santa: Meri to abhi Zinda hai.
Santa: Yaar Banta Kon Se Cast Ke
Log Desh Ke Acche Nagrik Hote Hai ?
Banta: Yaar Baniye...
Santa: Wo Kaise...?
Banta: Yaar Har Jagha Likha Hota
Hai Desh Ke Acche Nagrik Baniye!
Santa : pehle me apni biwi ko BA karwaunga fir MA, fir Phd karwaunga ,fir badhiya si naukri dilwaunga.
.
.
.
.
.
.
.
Banta : fir acha sa rishta dekh k uski shaadi bhi krwa diyo :p :D
1 aadmi chabi se apna kaan khuja raha tha
.
.
.
.
Santa use dekh raha tha
.
.
.
Kuch der bad bola- Bhai sahb agr app start nahi ho rahe ho to dhakka lagadu....
संता साइकिल पर बाजार जा रहा था।रास्ते में उसने एक लड़की को टक्कर मार दी।
लड़की चिल्लाई – घण्टी नहीं मार सकता था क्या ……. ?
संता रुआंसा होकर बोला – पूरी साइकिल तो मार दी, अब घण्टी क्या अलग से मारूं ….?
Santa aur Jeeto mai larai ho gayi, Santa ghar se chala gaya
Santa raat ko phone pe: Khane mai kya hai?
Jeeto: Zehar
Husb: Mai dair se aaonga, tum kha kar so jana