Santa in Lift..very funny hindi sms
Girl : mehnga perfume laga k lift me ayi,
or
SANTA ko akad k boli Cobra perfume, Rs.6000..
2nd girl ayi : Jasmeen perfume"Rs.7000 ..
achanak lift ruk gayi or khuch smell aayi
dono ladkiyon ne apna naak pakda
Or
SANTA
ko dekhne Lagi..
SANTA with smile:- "Muli"14 Rupey Kilo..... Santa Madhosh m/ ladkia Behosh
Santa says:
" Duniya Ka har ek Insan
Apne Paav Bhigoye Bina
Shayad Samundar Paar Kar Sakta hai.."
.
Lekin Ankhe Bhigoe Bina
"Pyar" Nahi Kar Sakta"..
.
.
Plz Coperate,,,
Aaj Santa Serious hai..!
Santa Bank me paise jama karane gaya.
Cashier-
Tumhare Note nakli hai.
Santa-
Tujhe kya farak padata hai?
Jama to Mere Account me ho rahe hai na..!!=D =))
Santa:Train me raat bhar nind nhi ayi,
upr ki seat mili thi, garmi bahut thi.
Banta:To xchnge krna tha
Santa:Kisse krta?
Niche ki seat pe koi aya hi nahi.
Santa: Meri Billi Mar Gayi
Banta: Kaise Mari
Santa: Maine Use Nahala Diya Tha
Banta- Nahalne Se Bhi Kahi Billi Marti Hai Kya
Santa- Maine Nahalane K Bad Use Nichoda Bhi
Tha
संता टीचर - जब बिजली कड़कती है तो चमक पहले दिखाई देती है और आवाज बाद में सुनाई देती है … क्यों ?
.
.
.
बंता स्टूडेंट - क्योंकि हमारी आँखें आगे हैं और कान पीछे … !!!
Santa or Banta chess khel rahe the,
Santa : Aab bus hua.
hum khel band karte hain.
Banta: thik hain, waise bhi tumhara
ghoda,
aur mera hathi hi bacha hai.
Santa: Chal Race Lagte Hai Jo
Haara Wo 1000 Rs. Dega..
Banta: Thik Hai Par Mujhe
Raasta Nhi Pata, Santa: Bas Tu
Mere Piche Piche Rehna. Banta:
Thanks Yaar Ur My Best Fend...!