Zindagi Ek Baar Milti Hai Usko Na Yun Barbaad
Karo,
Khushi Ho Ya Gam Ka Aalam Us Khuda Par Aitbaar
Karo,
Mohabbat Hi To Hame Jeena Sikhati Hai Is Zamane
Mei
Isiliye Doston Kisi Na Kisi Se Tum Bhi Pyaar Karo.
kaash aasoun ke saath yaadein beh jati
kaash ye khamosi sab kuch keh jati
kaash kismat tumne likhi hoti to
shayad meri kismat me pyar ki kami na rah jaati
Dekhi Hazaron Mehfilen Par
Ye Fiza Kuch Aur Hai, Jalwe
Dekhe Hazaron Par Unki Adaa
Kuch Aur Hai, Waise To Jaam
Hain Hazaron, Par Unki
Dosti Ka Nasha Kuch Aur Hai.
Aaj Ehsas Ke daman me gira Ke dekho
Dosti Kitni sacchi hai dil laga ke dekho
aapko bhool kar kya hogi dil ki halat
kisi aaine par patthar gira ke dekho.
Ashko ko moti bana deti hai Dosti,
Zakhmo par malham laga deti hai dosti.
Jab jeene ki vajah he na bachi ho,
tab mout ko bhi zindagi bana deti hai dosti.
Ek alag si pahchan bana ne ki
Aadat hai ha
Zakham hai jitna gahra utna
Muskurane ki aadat hai
Sab kuch luta deta hai
Dost me anjan
Kyu ki dosti nibhane ki aadat hai hume. by prabhat yadav
Unki Tasveer ko Seene Se Laga
Late Hai, Is Tarha Judaai Ka
Gam Mita Lete Hai, Kise Tarha
Se Khi Unka Zikar Ho Jaaye, To
Bheege Palko Ko Jhukaa Lete Hai!
एक कलम गलती कर सकती है लेकिन एक पेन्सिल नहीं क्योंकि उसकी मित्र है "रबड़", जब तक एक सच्चा मित्र आपके साथ है, वह आपकी जिंदगी की गलतियाँ को मिटाकर आपको सम्पूर्ण बना देगा।
Teri Dosti Hum Is Tarah Nibhayenge,
Tum Roz Khafa Hona Hum Roz Manayenge,
Par Maan Jana Humare Manane Se,
Warna Yeh Bhigi Palkein Le Ke Hum Kaha Jayenge.
Chandni Raato Me Sara Jahan Sota Hai,
Lekin Kisi Ki Yaadon Me Koi Badnaseeb Rota Hai,
Khuda Kisi Ko Dosti Pe Fida Na Kare,
Agar Kare To Doston Ko Juda Na Kare.
Phool Kabhi Do Bar Nahi Khilate,
Janam Kabhi Do Bar Nahi Milate,
Yu To Milane Ko Mil Jate Hai Log Hazar,
Lekin Dil Se Chahane
Wale Dost Bar Bar Nahi Milate.
Chhod Di Humne Duniya Bus Teri Khushi Ke Liye,
Zi Sakenge Na Ab Hum Kisi Ke Liye,
Tera Milna Bhichadna Khuab Sa Tha,
Teri Kasam Tarste Rhe Bus Ek Hansi Ke Liye,
Teri Judai Se Badkar Kya Gum Hoga,
Jakhm Kafi Hai Yehi Meri Jindgi Ke Liye.,!