• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Kisne is dosti ko bnaya, kahan seye dosti word aaya. Dosti ka sabse meetha fal to maine khaya, kyuki is duniya ka sabse pyara dost to maine paya...
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kasoor Na Unka Hai Na Mera, Hum Dono Hi Rishto Ki Rasme Nibhate Rahe, Woh Dosti Ka Ehsaas Jataate Rahe, Hum Mohabbat Ko Dil Mein Chupate Rahe.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • वो फिर से लौट आये थे मेरी जिंदगी में’ "अपने मतलब" के लिये, और हम सोचते रहे की हमारी दुआ में दम था !
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Har Zindagi Ko Ek Kinara Chahiye Her Saksh Ko Ek Sahara Chahiye Zindagi Jee Sake Hanste Hanste Isliye Dost Aap Jaisa Pyara Chahiye.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • आपकी दोस्ती की एक नज़र चाहिए, दिल है बेघर उसे एक घर चाहिए, बस यूँही साथ चलते रहो ऐ दोस्त , यह दोस्ती हमें उम्र भर चाहिए.. Happy Friendship Day
  • 9 years ago



    Tags : Friendship SMS , Friendship Shayari SMS , Friendship Day SMS
  • Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota, Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota. Toh kya huwa agar hum tume na pasake, Sirf paane ka matlab pyar nahi hota.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Teri Muskuraht meri pehchaan hai, Teri Khushi meri jaan hai, Kuch bhi nahi meri zindgi….. Bas itna samajh le ki tera Dost hona meri shaan hai!
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • jeene ki ik nayi wajh di hai...khush rahne ki usne duaa di hai...aye khuda use sara jahan dena..jis dosht ne hame apne dil me thodi si jagah di hai....i love you my frnd....shaban 4 u..?
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • ROSE is RED my friendship is GREAT. grass is GREEN friendship is CLEAN sky is BLUE my friendship is TURE star is BRIGHT my friendship is RIGHT.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Mere Kuch Dost Mujhe Yoon Bhi Satane Aaye, Khud Mujhe Mera Hi Afsana Sunane Aaye, Din Ke Dhalte Hue Lamhoon Ki Kiran Woh Lekar, Mere Tareek Muqaddar Ko Jagaane Aaye.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dost aksr ynhi ban jate hain, Kuch sath rehte hain kuch bichar jate hain. Kuch yaad rakhte hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhate hai.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • wo jindgi hi kya jisme dosti nahi, wo dosti hi kya jisme yaade nahi, wo yaade hi kya jisme tum nahi, aor wo tum hi kya jisme saat hum nahi.....!
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Manzil milne se dosti bhulayi nahi jati, Humsafar milne se dosti mitayi nahi jati, Dost ki kami har pal rehati hai yaar, Duriyo se dosti chupayi nhi jati...
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosto se baat chupaya na karo, Pyaar bhari nazar jhukaya na karo, Ek pal ki to baat hai janam.. Nazrana dil ka yun thukraya na karo.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Andhere Me Raasta Dekkhna Mushkil Hota H Tufaan Me Diya Jalana Mushkil Hota H Kisi Se Bhi Dosti Itna Karna Mushkil Nahi Magar Dosti Nibha Pana Mushkil Hota H.....
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti k bazaar me chah nahi hoti Dard hota hai magar aah nahi hoti Dil se kiya gaya ho koi sauda to chukaai gayi kimat ki parwah nahi hoti.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Chand ban kar asman par chamakte rehna. Phool ban kar bagio me khelte rehna. Sadahi muskurate rehna, magar galti se v mujhe alvida na kehna.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Khuda Ki Banayi Kudrat Nahi Dekhi, Dilon Main Chupi Daulat Nahi Dekhi, Jo Kehta Hai Doori Se Mit Jati Hai Dosti, Usne Shayad Hamari Dosti Nahi Dekhi.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • masti life me hoti hai,wife me nahi. bhakti mann me hiti hai mandir me nahi. aap bhi jaan lo dosti sms karne se badhti hai sirf padhne se nahi.
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS