Kafi hai husn dil ko behlane ke liye,
mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye,
chahe bhale pade gam se vasta,
ek hum jaisa dost rakhna sab gamo ko bhulane ke liye !!
Hum Agar Apse Mil Nahi Pate;
Aisa Nahi K Ap Hame Yad Nahi Ate;
Maana Jaha K Sab Rishte Nibhaye Nahi Jate;
Lekin Jo Dil Me Baste Hai Wo Bhulaye Nahi Jate!!!
एक अजनबी से बात क्या हुई क़यामत
हो गयी;
सारे शहर को इस चाहत की खबर
हो गयी;
क्यूँ ना दोष दू इस दिल-ऐ-नादाँ को;
दोस्ती का इरादा था और मोहब्बत
हो गयी।..i
Akhir keh hi dala usne 1 din,
Is kdr tute ho to bikhr Q nhi jate,
Tnha-tnha rhte ho to snwar Q nhi jate,
Kabtak jiyoge ye Dard bhri zindgi tum,
Kisi roz khmoshi se mar Q nhi jate.
Zindagi Ek Baar Milti Hai Usko Na Yun Barbaad
Karo,
Khushi Ho Ya Gam Ka Aalam Us Khuda Par Aitbaar
Karo,
Mohabbat Hi To Hame Jeena Sikhati Hai Is Zamane
Mei
Isiliye Doston Kisi Na Kisi Se Tum Bhi Pyaar Karo.
Tufaan mein kashti ko
kinaare bhi mil jaate
hain…,
Jahaan mein logo ko
sahaare bhi mil jaate
hain…;
Duniya mein sabse
pyaari hain zindagi…,
Kuchh aap jaise dost
zindagi se pyare bhi mil
jaate hain…
Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna,
Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhai
.
bus apni NAAK SAAF rakhna.
Mujh Se Bichar Kar, Mujh Ko Rula Kar Udaas Tha
Meri Tarah Wo Khud Ko Jala Kar Udaas Tha
Aese Ajeeb Dard Ke Pehre The Chaar Soo
Ab Ke Wo Mere Shehr Mai Aa Kar UdaasTha…
`
Mere Jaane K Bad Ek Din
Royenge WGuzar Jayege Apke Pas Se
Hawa Bankar, Beh Jayege
Ankho Se Aansu Bankar,
Aaj To Aapke Pas Fursat
Nahi, Yad Karoge Jab
Reh Jayege Yad Bankar.o, Gam-E-Ishq
Akele Hi Dhoyenge Wo
Yaad Meri Aakar Satati
Rahegi Unko Jis Pal
Mujhe Bhul K Soyenge Wo.
yon aayine se kab tak dil bahlauoge...jab andhera hoga to khud ko tanha pauoge...ham jaise dosht rahe agar aapke saath...to khuda kasam umar bhar tanhayi ko taras jauoge...s.k
Teri hi tarah hamen yaad aane vala ho
tere siva bhi koi to satane vala ho
har ek subah yahi dil mein huk uthati hai
hamen bhi naz se koi jagane vala ho
wo kis umeed mein ghar mein rahen ki jis ghar
mein
na aane vala ho koi na jane vala ho
har ek se nazaren milai hain un ke kuche mein
ki jaise ab koi hum ko bulane vala ho
Har Dosti Ki Taqdir Wo Khuda Likhta H,
.
Dosto Ko Ek Dusre Se Juda Wo Karta H,
.
Wo Aazmata H Dosto K Pyar Ko..
.
Dekhta H Kon Dost Kisko Kitna Yaad Karta H.
Pyar Se Humea Koi Gila Nhi,
Kyuki Pyar Hume Kabhi Mila Nhi,
Hamne To Ke He Zindgi Me Sirf
Dosti
Kyuki Dosto Se Zyada Pyar
Krne Wala Hume Koi Mila Nhi.!