एक दिन इस दुनियाँ से हम चले जायेंगे !
हजारों तारों में हम आपको नज़र आयेंगे !!
आप कोई ख्वाइश खुदा से माँगना....!!
हम उसे पूरा करने के लिए उसी वक्त टूट जायेंगे !!
Kehte Hai Dost banana zindagi Hai
Dosti nibhana zindagi Hai
Kitne bhi busy kyu na rahe dinbhar
Magar 1pal ke liye hi sahi
Dosto ki yaad aana hi zindagi hai..
Zindagi Ke Tufano Ka Sahil Hai Teri Dosti,
Dil Ke Armaano Ki Manzil Hai Teri Dosti,
Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat,
Agar Maut Aane Tak Sath De Teri Dosti.
tumhari khushimein to har koi shamil hoga,
sachcha dost woh hain jo tumhare ghum mein bhi rota hai,
bahut mushkil hain aise dost milna joki lakhon mein ek hota hain.
Na intzaar hai na ikraar hai,
na aapse milne ko ab mera dil be-kraar hai,
phir bhi dil se na jaane kyon yeh aawaz aati hai,
wo tumhi ho jinki aankon aur baaton mei,
ek sachchi dosti ka khumar hai.
Dosti Mausam Nahi
Apni Mudat Pori Kare Aur Rukhsat Ho Jaye
♥
Dosti Sawan Nahi
Toot K Barse Aur Tham Jaye
♥
Dosti Aag Nahi
Sulge Bharke Aur Rakh Ho Jaye
♥
Dosti Aftab Nahi
Chamke Aur Dob Jaye
♥
Dosti Phool Nahi
Khile Aur Murjha Jay
♥
Dosti To Saans Hai
Jo Chale To Sab Kuch Hai
Jo
Toot Jaye To Kuch Bhi Nahi..!!
Tu Chaand Maange Mai Chaand De Du..
Tu Dil Maange Mai Dil De Du..
Tu Raat Maange Mai Raat De Du..
Tu Jaan Maange....?
Bas Yaar Bheek Maange Ki Bhi Ek Limit Hoti Hai..!
Dost Ki Yad Se Badi Koi
Dolot Nahin Hoti, Sath Rehna
Hi Dost Ki Jarurat Nahin
Hoti. Duriyan Kar Deti Hai
Yado Ko Jinda, Warna Yadon
Ki Koi Kimat Nahin Hoti.