Dosti mai dil ka tamasa dekha nahi jata,
Humse tuta hua sisa dekha nahi jata.
Apne hisse ki sari khusiya lutadu tumper,
Humse tera utra hua chehara dekha nahi jata.
Wo dil hi kya jo DOST ke milne ki DUA na kre
aapko bhulane ka jurm KHUDA bhi na kre
rahegi aapki aur hamari DOSTI qayamat tak
chahe aap YAAD kre ya a kre...!
Hr saans me Apka intazar kiya karte hai,
hr khwab me Apka didar kiya karte hai,
diwane hai hum Apke dosti ka,
jo har roz Apke SMS ka intazar kiya karte hai.
"Dosti koi khoj nhi hoti,
.
dosti kisi se roj nahi hoti,
.
apni zindgi me hamari maujudagi ko bewajh mat samjhana,
.
qki palke kabhi aankho per bojh nahi hoti."
.
एक कलम गलती कर सकती है लेकिन एक पेन्सिल नहीं क्योंकि उसकी मित्र है "रबड़", जब तक एक सच्चा मित्र आपके साथ है, वह आपकी जिंदगी की गलतियाँ को मिटाकर आपको सम्पूर्ण बना देगा।
Dooriyon se fark nahi padata, baat to dilo ki najadiki yo se hoti hai,
dosti aap jaise kucha logo se hoti hai, varna roj na ja ne kitano se mulakat hoth gai...
..sangit mulakat
--- Dosti aisi karo k dhadkano me bas jaye,
--- sans bhi lo to khushbu usi ki aaye,
--- dosti ka nasha ankho pe chaye,
--- baat koi bhi karo par naam "aap" ka aaye.---
Tute hue phool khushboo de jaate hai.
Beete hue pal yaaden de jaate hai.
Her dost ka andaz hai apna apna.
Koi hansi ke phool to koi ghum ke sagar de jaate hai..
kaash aasoun ke saath yaadein beh jati
kaash ye khamosi sab kuch keh jati
kaash kismat tumne likhi hoti to
shayad meri kismat me pyar ki kami na rah jaati
Dil Ki Choton Ne Kabhi Chain Se Rehne Na Diya,
Jab Chali Sard Hawa Maine Tujhe Yaad Kiya,
Is Ka Rona Nahi Kyun Tum Ne Kiya Dil Barbaad,
Is Ka Gham Hai Ke Bohat Der Mein Barbaad Kiya.