• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • ILzaam Unper KoI Aane Na Denge BeWaFa Bankar Unhe Jaane Na Denge Khud hI Seh Lenge Saare Dard Par Unhe KbI SIr Jhukane Na Denge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bahut Ajib Darad Hotaa Hai Naa , Jub Yad Aati Hai, Aawaj Toh Nahin Hotee, Par Dil Kee Dhadkan Badh Jaati Hai, Aakhon Ke Raaste Chamakate Motee Girane Lagte Hai, Agar Us Pal, Apne Seene Ko Naa Dabaa Loo , Toh Jaise Jaan Nikalti Jaati Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aj rona v mahnga pai gya dukh dhona v mahnga pai gya aa supne cho oh bichad gye aj sona v mhnga pai gya oh kahnde "bhullra"door tu rah gal louna v mhnga pai gya.....bhuller....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जब लगे पैसा कमाने, तो समझ आया, शौक तो मां-बाप के पैसों से पुरे होते थे, अपने पैसों से तो सिर्फ जरूरतें पुरी होती है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nafrat aapse koi kar nahi sakta, Aapki dosti ka karz koi bhar nahi sakta, Dil me sabse kareeb hai aapki dosti, Aapse bhi pyaara dost koi bannnahi sakta.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Humne Unko Apni Chahat Ka Masiha Banaya Na Hota, To Chand Bhi Unki Iss Khata Se Sharmaya Na Hota, Hum Aaj Bhi Unhe Pyar Karte Hain Apni Jaan Se Zyaada, Agar Unke Dil Mein Hamaare Liye Zara Si Bhi Jagah Hoti, To Unhone Humein Yun Tadpaaya Na Hota…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Do Bate Unse Ki DiL Ka Dard Kho Gaya Logo Ne Pucha Aaj Tumhe Kaya Ho Gya Hum Bekarar Ho Ke Hans Pade Yeh Na Keh Paye Ke HuME Payar Ho Gaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kehdo un parhne walon se, Kabhi hum bhi parha kertay thay, Jitna syllabus parh k wo top kertay hain, Utna to hum choice per chor dia kertay thay…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ajeeb jumla istemal kiya us ne juda hote waqt * ae_dosto * bhool jao humein hum ne tum se pyar seekha kisi or ke liye..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tera Rukna, Woh Tera Palatna, Palat Kar Meri Aur Aana, Fir Aakar Bahon Mein Sama Jana, Aur Na Jane Ka Keh Kar Aansu Bahana, Mujhe Woh Ek Lamha Ab Talak Yaad Hai, Mujhe Mohabbat Ki Teri Tishnagi Ab Talak Yaad Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Facebook me apna muqam kuch is tarah se banao ki... agar Mar bhi jao to log ye bole... "Banda asal zindagi me to kabhi milta nahi tha, par facebook par REGULAR updatekartha tha...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • na jaane kaise uhs ne khola tala dil ka ab bun baitha hai wo rakhwala dil ka jo koi be uhs ka pata poochta hai wo har kisi ko daita hai hawala dil ka yahan dil jalane walay baut milte hein mushkil se milta hai chaane wala dil ka sachi mohabat milti nahein zamane mein har koi moilta hai lagane wala dil ka mein apne dil ko sda khush rakhta hoon teergi ko door kar daita hai ujala dil ka
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi me hr dum HASTE raho, Hasna zindgi ki jarurat h, Zindgi ko is ANDAZ me jiyo k, Mano aisa lge apko takdir ki nhi Takdir ko apki jarurat he.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dard-e-dil mein gam ki kaliya khilti hai, Ab toh tanhai bhi aksar humse milti hai, Aapne band kiya jabse yaad karna, Humari parchhayi bhi humse ruth kar chalti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ashk aankhon mein kab nahi aata lahu aata hai jab nahi aata hosh jata nahi raha lekin jab wo aata hai tab nahi aata dil se rukhasat hui koi khvahish giriya kuch be sabab nahi aata ishq ka hausla hai shart varna bat ka kis ko dhab nahi aata jee mein kya-kya hai apne ae hamdam har sukhan ta ba-lab nahi aa
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na chand ki chandini mangi na tumse pyar na aapno se tumhe manga na kisi aur se war phir v ye Dil he k manta nehi bas mangne wala hun tumse Dosti to nibhao gi na mere yar????
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • In Faslo Ki Fikar Me Q Kru Bhala Bohat Dur Reh K B Mere Paas He Koi Is Soch Me Duba He Bohat Der Se Mera Dil Kya Uske Dil Me B Aisa Ehsaas He Koi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho ` Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi me kabhi pyar karne ka man ho. To apne dukh se pyar karna. "Kyuki" Duniya ka dastur hai. Jise jitna chahoge use utna door paaoge.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil hona chahiye jigar hona chahiye, Aashiqi ke liye ek hunar hona chahiye, Nazar se nazar milne par ishq nahi hota, Nazar ke us paar bhi ek asar hona chahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS