Ae Likhne Wale Ek Farman Likh De,
Mere Dost Ki Takdeer Me Uska Har Arman Likh De,
Na Mile Kabhi Use Dard Zindagi Me,
Tu Chahe Meri Zindagi Me Gum Tamam Likh De.
tujhko hua jo mujhko hua na..
tujhko magar kyu hua
galti nahi hai teri galti nahi hai meri..
phir bhi gile kyu hai
tujhko bhula na paun..
tujhko bhula na paaun..
ye silsile kyu hai...
sab kuch wahi ahi .. par kuch kami hai..
teri aahatein nahi hai...
Vo Chandni Ka Badan, Khushbuon Ka Saya Hai
Bahut Azeez Hume Hain, Magar Praya Hai
Utar Aao Kabhi Aasman Ke Zeeno Se
Tumhe Khuda Ne Humare Liye Banaya Hai
Use Kisi Ki Mohabbat Ka Aitbar Nahi
Use Zamane Ne Shayad Bahut Staya Hai
Mehak Rahi Hai Zameen Chandni Ke Phoolon Se
Khuda Kisi Ki Mohabbat Pe Muskuraya Hai
Kahan Se Aayi Ye Khushboo, Ye Ghar Ki Khushboo Hai
Is Ajnabi Ke Andhere Mein Kaun Aaya Hai
Tamaam Umar Mera Dum Isi Dhuyein Mein Ghuta
Vo Ik Cheerag Tha Maine Use Bujhaya Hai
Gam me jine me maza aata hai,
gharibo ke ghar bhi khuda aata hai,
hum hain jo baarish ki tarah roz sms karte hain,
aur ek aap hain jinka sms sarkari nal mein pani ki tarah aata hai
Aashiq ne pucha khuda se,
Tune duniya ko pyaar ka dushman kyu bana diya?
Khuda bola aashiqo ne kaunsa mere saath accha kiya,
Unhone ne bhi toh yaar ko khuda bana diya….
Pyar karna itna aasan nahi hota,
Pyar ka bina rahna bhi itna aasan nahi
hota,
Jo koi ek baar pyar DIL ko chhu jaye,
To use bhula dena bhi aasan nahi hota.
Hum Nashe Me Nashe Ke Gulaam Ho Gaye
Nasha Pyar Ka Tha Jisme Hum Badnaam Ho Gaye..
Tumhe Chahna Hamari Koi Majboori Na Thi..
Par
Hum Ek Hi Nazar Me Katle-Aam Ho Gaye.!