Bahar Aanee Pe Khilte Gulab Dekhe Hai
Haseen Dil Churate, Behisab Dekhe Hai
Jahan Gulab Ke Sang Lipte Karr Dekhe Hai
Wahin Mohabbaton Me Bhi Kaanton Ko Khilte
Dekhe Hai..ii
Saahil Ki Ret Par Ek Baar Tera Naam Likha Tha Maine
Tanhai Ke Un Palon Mein Tujhe Hi Yaad Kiya Tha Maine
Saagar Ki Maujon Ne Tera Naam To Mita Diya Par
Na Mit Saka Woh Naam Jo Dil Pe Likha Tha Maine..
Koi Gila Koi Shikwa Na Rahe Aap Se
Ye Aarzo Hai Ik Silsla Bna Rahe Aape Se
Bas Ik Baat Ki Umeed Hai Aap Se
Dil Se Door Na Karna Agar Door Bi Rhain Ap Se
Lafz ki shakal mein ehsaas likha jata hai
Yahan pani ko bhi pyaas likha jata hai
Mere jazbaat se waqif hai meri kalam
Main pyar likhun to uska naam likha jata hai.
Apne Seene Se Laga Kar Mere
Gum Door Karde, Tujhse Juda
Na Ho Pau Itna Majboor Karde,
Meri Nas Nas Me Bas Jaye
Pyar Tera, Main Kisi Ko Na
Dekhu Tu Itna Majboor Karde..
⊗↬"Tum" *छा गये 卄0:point_right:????:thought_balloon::thought_balloon:....कोहरे की तरह मेरे चारो तरफ....:heartbeat:...*न कोई दूसरा:heart::kissing_heart:#दिखता है* ...:kissing_heart::kissing_heart:...ना* *देखने की चाहत है.*
Un Ke Bina Ek Pal Bhi Bitana
Mushkil Hua, Chaha Bahot
Par Unhe Batana Mushkil
Hua, Ho Gaye Wo Is Kadar
Apne Ke Un Ki Galti Par
Bhi Ruth Jana Mushkil Hua..!
Tumhen kisne kaha pagli
Mujhy tum yad aati ho
Bohat khush faham ho tum b
Tumharai khush gumani he
Meri ankhon ki surkhi me
…Tumhari yad ka matlab?
Mere shab bhar k jagnay me
Tmharay khwaab ka matlab?
Ye ankhien to hameesha se hi
Meri surkh rehti hen
Tumhin malom hi hoga
Is shahar ki faza kitni aloda he
Tu yah sozish,ussi fiza k bayes he
AB TO HUM APKE LIYE AJNABI HO GAYE H,
BATO K SILSILE V KAM HO GAYE H,
KHUSIYO SE ZYADA HAMARE PAS GUM HO GAYE H,
KYA PATA YE WAQT BURA H YA BURE HUM HO GAYE H.
Saathi Aisa Mila Jo Saath
Na De Sake, Nigaahen Aisi
Mili Jo Ro Bhi Na Saki,
Hasna To Chahte The Hum
Har Dum Par Kya Kare,
Muskaan Hi Aisi Mili
Jo Hoton Pe Na Aa Saki..
Tum Gaye To Har Khushi Chali Gai
Tumhare Bina Chirago Me Rosni Chali Gai
Kya Kahu Kya Gujri Is Dil Pe Tere Bina
Hum Jinda To Rahe Gaye Par Zindgi Chali Gai
by lonely boy 9648933206
Ab tk Zindagi me Mile hai Bahut DHOOKE.........................
Gaur Farmaiye...............
Zara thoda or Gaur Farmai.............
Ab tk zindagi me mile hai bahut Dhooke.........
.Koi baat nahi...............
Its OKIts OKIts OK.....
.Wah Wah g kya baat kahi Humne ....