• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Kisi Insaan Ka Pehla Pyar Banna Koi Badi Baat Nahi.. Banna Hai To Kisi Ka Aakhri Pyar Bano.. Kabi Ye Mat Socho Ki Tumse Pehle Wo Kisi Aur Se Pyar Karta Tha.. Koshish Ye Karo Ki Tumhare Baad Use Kisi Ke Pyar Ki Zarurat Na Pade..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tujhe Ansu Bhari Wo Dua Miley Jisey Kabhi Na Rad Khuda Karey Tujhey Hasrat Na Rahe Kabhi Jannat Ki Tere Aangan Me Muhabbaton Ki Aisi Hawa Chale
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ज़िंदगी की हर एक उड़ान बाकी है हर मोड़ पर एक इम्तिहान बाकी है अभी तो सिर्फ़ आप ही परेशान है मुझसे अभी तो पूरा हिन्दुस्तान बाकी है…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Majburi Me Nahi Dil Se Yaad Karna, Duniya Se Fursat Mile To Baat Karna, Dua Hai Zamane Ki Har Khusi Pao Tum, Fir Bhi Ankh Bhar Aaye To Hume Yaad Karna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jiyo Uske Liye Jo Jine Ka Sahara Ho, Chaho Use Jo Jaan Se Bhi Pyara Ho, Rah Me To Milenge Bahut Lekin, Sath Uska Do Jisne Apko Bhid Me Pukara Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Saahil Ki Ret Par Ek Baar Tera Naam Likha Tha Maine Tanhai Ke Un Palon Mein Tujhe Hi Yaad Kiya Tha Maine Saagar Ki Maujon Ne Tera Naam To Mita Diya Par Na Mit Saka Woh Naam Jo Dil Pe Likha Tha Maine..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khwaish aisi karo ki aasman tak ja sako, Dua aisi karo ki khuda ko bhi pa sako, Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain, Par jiyo aise ki har pal mein zindgi pa sako..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sachi He Dosti Aazma Ke Dekhlo Karke Yakin Mujh Pe Kuch Farma Ke Dekhlo Badalta Nahi Sonaapna Rang Kabhi Chahe Jitnimarzi Aag Mejalake Dekhlo
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sabhi insaaf karege to gunaah kon karega. Sabhi pyar karege to nafrat kon karega. Ae khuda sanam bewafa ko mehfooz rakhna. Warna hamari maut ki dua kon karega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo purani dosti ke rishtey kaise kaise ho gaye, Kabhi hum aapke dost the, ab aise waise ho gaye, Agar ab bhi sms na kiya to samjhenge humse pyaare kuch paise ho gaye!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal Pal Muje Wo Hai Satate Muje Hee Yaad Karte Hai Har Pal.. Fir Bhi Hai Kyun Inta Itraate Kabhi Khushi Tou Kabhi Ghum Hai Kya Iska Hee Naam Pyaar Hai?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dard se dosti ho gayi yaaroo Zindagi bedard ho gayi yaaroo Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara Door tak roshni to ho gayi yaaroo…..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is Tarah Ret Par Ungliya Chlate Hai Wo, Har Baar Tasvir Meri Banate Hai Wo, idhar Hum Unke Sath Ke Liye Tanha Hai, Udar Tasvir Ko Bhi Tanha Chhod Jate Hai Wo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Nigahon Ke Yoon Hi Kayal The Hum Kya Jaroorat Thi Aajmane Ki Yoon Hi Behosh Pade Hai Teri Rahon Main Kya Jaroorat Thi Alag Se Muskurane Ki…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Guzri hui Zindagi ko Kabhi yaad na kar, Taqdir mein jo likha hai Uss ki fariyad na kar, Jo hoga woh ho kar rahega, Tu fikr mein apni hansi barbad na kar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na chand ki chandini mangi na tumse pyar na aapno se tumhe manga na kisi aur se war phir v ye Dil he k manta nehi bas mangne wala hun tumse Dosti to nibhao gi na mere yar????
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ♥♥ Kaise Kahun Ke Apna Bana Lo Mujhe, Baahon Mein Apni Sama Lo Mujhe, Bin Tumhare Ek Pal Bhi Kat-ta Nahi, Tum Aa Kar Mujhi Se Chura Lo Mujhe, Zindagi To Wo Hai Sang Tumhare Jo Guzri, Duniya Ke Gamon Se Ab Chura Lo Mujhe, Meri Sabse Gehri Khwahish Ho Puri, Tum Agar Paas Apne Bula Lo Mujhe, Ye Kaisa Nasha Hai Jo Behka Raha Hai, Tumhara Hoon Main To Sambhalo Mujhe, Na Jaane Phir Kaise Guzregi Zindagani, Agar Apne Dilse Kabhi Tum Nikalo Mujhe♥♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hakikat k roop me khwab banta gaya, jaise wo chehra kitab banta gaya, usne kaha mujhe pani acha lgta h, aur meri ankh ka har ek ansu barsaat banta gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS