Mene usko dono hatho se bade pyar se pakda,
Fir dhire-dhire dabaya, fir toda uper uthaya, fir gol-gol gumaya,
Fir bade pyar se litaya,
thoda uper se dabaya fir bade pyar se khaya
.
.
wah
.
.
kya mast roti bani ti.
apko roti achi lagi to,
LIKE kro na
Rajnikanth Apni Beti Ki Shadi Mein Khud D.J. Bana
Adhe Ghante Baad Shadi Ki Party Mein Aasman Se Ek UFO (UddanTashtari) Utri
Usme Se Ek Alien Bahar Aaya Aur Hath Jod Ke Rajnikant Se Bola,
Alien: “Bhai Jaan, Please Awaj Kam Kar Lijiye, Kal Mere Bachche Ka Exam Hai“
Girlfriend V/s Friend Girlfriend: Exam Kaisa Gaya Dear? Boy: Bahut Acha Gaya, Mast Tha Sweetheart. Friend: Kaisa Gaya Yaar Exam? Boy: Abe Saale Bhootni K Tujhe Koi Aur Topic Nhi Milta Kya Mood Kharab Karne K Liye Kamine :D Saala Meko Kya Pata Tha Ki English Ka Paper Hai.. Main To History Padh K Gaya Tha.:relaxed::relaxed::relaxed:
ज़िन्दगी में इंसान को सबसे ख़राब Feeling कब आती है। ।।। जब पेट्रोल पंप पर 20 रुपये का पेट्रोल भरवाने जाए और उसी वक़्त कोई Beautiful लड़की आ जाये और वो कमीना पेट्रोल भरने वाला दो तिन बार पूछे भाई कितने का डालु। :-p:relaxed::relaxed::relaxed:
School: Ye Duniya Ye Mehfil MereKaam Ki nahi…
Tution: Idher Chala Main Udher Chala Janey Kahan Main Kidher Chala.. .
Maths: Ajeeb Daastaan Hai Ye Kahan Shuru Kahan Khatam..
Science: Aa Khushi Se Khud Khushi Karle…
Exam: Choti Choti Raatein Lambi Ho Jaati Hain.. .
Result : jab dil hi toot gaya ham jeeke kya kare…
Pass: Aaj Lagta Hai main Hawa Mein hoon Aaj Itni Khushi Mili hai…
Fail: Chann se Jo Tootey Koi sapna jag soona soona laagay…
Pappu ki master se hui ladai
.
.
.
.
Master ne ki Pappu ki dhulai
.
.
.
.
Pappu ka garam hua khoon
.
.
.
.
Gaya kabristan ar kabar pe master ke photo tang k likh diya
.
.
.
.
COMING SOON :D :p :o
Bhagwan Aur Doctor Ko Kabi
Naraz Mat Karna..
Qki..
Bhagwan Naraz To Aap Doctor
Ke Paas,
Aur Doctor Naraz
To Aap Sidhe Bhagwan Ke
Paas..
Sab Setting Hai ..!
Me kissey pyar karu...paise se ya ladki se agar paise pyar karu to ladki bura mann jaegi or agar ladki se karu to paisa hath me nahi hoga or ladki bhi chali jaegi....
Chinki Ki Friend Ne Ek Din Us Se Puchha. Friend: Why Do Boys Run Faster Than Girls? Chinki: Because Boys Have Ball Bearings Between Their Legs To Reduce Friction.:relaxed::relaxed::relaxed: