A ldki perfume laga ke bus mei chadi..
Ladke ne comment pas kiya-aajkal phynial ka use kuch zyada hi hota hai.
Ladki boli-phir bhi cockroch piccha nahi chodte...
Pappu ki uske Baap se hui ladai
Baap ne ki pappu ki pitai
Pappu ka hua garam khoon
Gaya kbristan or kabar pe baap ki photo tang ke
LIKH DIYA -
.
.
.
“COMING SOON”
Mai To Aaj Apni Bike:motorcycle: Aise Hi Wash kar Raha Tha....... . . . . . Ki..... . . . . . . Daddy Bole==> Kamine Aaj Phir date Pe Ja Raha Hai Tu....... . . , . . Batao Yaro Ab Koi Bike:motorcycle: Bhi Nahi dho Sakta Kya.....??....: );):p:-D:-P
LOVE LETTER
vs
EXAM PAPER
LOVE LETTER:"Hazaro khayal aate hai
jinhe lafzon mein nahi likh pate!"
EXAM PAPER:"Hazaro alfaaz likhne
padte hai jo khayalo mein nahi aate!"
Santa Ne Pappu Ki Mark Sheet Dekhi Aur Usko Dant Te Hue Bola.
Santa: “Abe Tu History Mein Fail Kaisi Ho Gaya Be, Padta Kyu Nahi Hai Tu?”
Pappu: “Dad, Vo Kya Karu, Sab Sawal Tab Ke Thhe Jab Main Paida Bhi Nahi Hua Thha”
Santa: “Ohhh, Baat To Teri Thik Hai, Ye School Wale Bhi Na Pata Nahi Esa Syllabus Kyu Banate Hai?
Arz kiya hai gaur farmanaUnki gali se guzre to chobara nazar aaya.Ke unki gali se guzre to chobara nazar aaya.Uski maa bhar aake boli teri haddi pasli todungi.Haramzade jo dubara naraz aaya.
Ek din Santa jungle se gujar raha tha
Chudail ne use roka aur kaha : Ho ho ho Ha
ha ha…Mein Chudail hu.
Sardar : Menu pata hai…kyunki teri ek behen
meri biwi hai!
mujhe ek macher ne kata kyoki usme junnun tha mene khujlaya kyoki isme mujhe sukun tha fir bhi mene use chor diya kyoki uske rago me mera hi khun tha..
भूगोल की मैडम बहुत दुबली पतली थी..
एक दिन वो क्लास में पाठ दोहरा रही थी..
"बोलो बच्चों धरती घुमती हुई क्यों नज़र आती है..?"
.
.
.
.
.
तभी टिल्लुआ बोला -
.
.
.
"मैडम जी कछु ख़ा लेवे करो..
बिना खाये आवोगी तो
धरती ऐसे ही घूमेगी..
Sita Ji Ka Vanvaas Jaane Main Bahut Bade Seekh Hai.....
.
.
Sits ji Ka Vanvaas Jaane Main Bahut Bade Seekh Hai.....
.
.
.
Jis Ghar Me 3-3 Saans Ho To Us se Aacha Jungale He Theek Hai.......!
1ladka Dusre Ladke Se.. Tum Ne Meri Gf Ko Propose Kyo Kiya.. ?? . Ladke Ne Mast Jawab Dia:" . . . . . Jab Tak Ladki Kunwari Hai.. . Na Tumhari Hai.. Na Hamari Hai.. Bas Sarkari Hai..:relaxed::relaxed::relaxed: