Ladki shayr se-- Mujh par shayri kro na.
shayr--In kali kali
jhulfo se karti ho
andhera.., in kali kali jhulfo se krti ho
andhenra ho jao takli aur kr do savera...
Aaj ke Mahan Vichar :
Agar koi apko dekh kar darwaza band kar
deta hai to
.
.
.
yaad rakho
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kundi dono taraf se hoti hai ap bhi bahar se
band karke
bhaag jao...
Khi Khi Khi Khi =))))^^
Mobile Aya
Camera Khatam
Mobile Aya
Wrist Watch Khatam
Mobile Aya
Torch Khatam
Mobile Aya
Radio Khatam
Mobile Aya
MP3 Khatam
Mobile Aya
Letters Khatam
Mobile Aya
Calculator Khatam
Mobile Aya
Computer Khatam
Mobile Aya
Sakoon Khatam
Aur agar aapka “Mobile" aapki
"Biwi" ya
"GF" ke
haath aaya to aap "Khatam."
Suurat E Mir Koi Sheir Nikaley Ya Rab masnad E Ghalib* O Iqbal Bacha Le Ya Rab aisi Lagti HaiN Yeh Jiddat Bhari GhazleiN Mujhko jaise Ladki Koi Sar Apna MuNda LEy Ya Rab:relaxed::relaxed::relaxed:
एक बार एक बच्चे ने अपने पड़ोस में रहने वाली लड़की को उसके ब्वॉयफ्रेंड के साथ किस करते हुए देख लिया।
बच्चा- मुझे भी करने दो, वरना मैं आपके मम्मी-पापा को बता दूंगा।
लड़की- ले यार, तू भी कर लें..
बच्चा बहुत देर तक कोशिश करता रहा, पर लंबाई (हाइट) कम होने के कारण किस नहीं कर पाया।
अंत में बच्चा परेशान होकर बोला- .
भाड़ में जाए दुनियादारी! जो काम गलत है, वो गलत है..।
मैं तो बताऊंगा....!!
Ye Kash Faasle Na Hote,
Kash Hum Tum Se Door Na
Hote, Kash Hum Aur Tum
Saath Hote, To Sms Ke Paise
Bacch Jate, Or Hum Dono In
Paisoo Se Kurkura Khate..!
3 dost 1 car me fase the.
1 dost- oye engine k raste nikal jate hai.
2 dost- oye nai diggi k raste nikal jate hai.
3 dost- jo karna hai jaldi karo barsat hone wali hai aur car pe chat b nai hai.
Machli Jal Ki Raani Hai
.
.
.
No No Somthng Should Be new
.
.
.
Girl Friend Dil Ki Raani hai,
.
Paisa Uska Paani hai,
Haath Lagao Chilaayegi,
.
.
.
.
Paise Nikaalo Pat Jaayegi..... :P
SMS na karne walo k liye song
Agar tum mil jao,
To taange
Tod denge hum,
Tumhe paa kar
Tumhare peeche
Kutte chhod denge HUM.
Bus.! tum mil to jaao.
by sk
साला आज-कल के साबुन देख कर, पता ही नहीं चलता की नहाने के लिए है या खाने के लिए!! मलाई..दूध..केशर..युक्त. :yum::stuck_out_tongue_winking_eye::smile::smile::stuck_out_tongue_winking_eye::stuck_out_tongue_winking_eye::smile::smile::smile::grin:
Pappu ne "Live Radio Station" call ki :
Hello.. ji ye Radio station hai ?
RJ: ji Haan
Pappu: Meri awaaz pura shehar sun raha hai ?
R.J: Haan
Pappu: Yani ghar mein jo meri behan Radio sunn rahi hai.. wo Bhi sun rahi hogi..?
R.J (Ghusse me) : Haaan bai haan
Pappu: Hello Gullo! Agar meri aawaz sun rahi hai.. toh jaldi se Motor chala de...!
Main uper chhat par.. Bathroom mein huu aur Paani khatam ho gaya hai...!! :D
1dog diwar pr susu kr rha tha
Tabhi diwar us pr gir gyi or
Dog wahi mar gya
Tbse kuto ne decide kiya ki
Susu krte samay ek tang se
Diwar ko suport denge
Ek Gadhe Ne Santa Ko Laat Mar Di, Aur Baag Gaya.
Santa Ko Bada Gussa Aya Vo Bhi Uske Piche Piche Baagne Laga.
Bhagte Bhagte Usko Raste Mein Ek Zebra Mila.
Santa Ne Usko Zor Se Ek Laat Mari Aur Bola.
Santa: “Sale Night Dress Pahan Ke Mujhe Ullu Banata Hai, Bevkoof Samjha Tha Kya“