• Categories
  • Funny Saying SMS   112
  • Sitam sahne ki bhi had hoti h. Kish ko satane ki bhi had hoti h. Sms bhejne ki koshish kro janab Muft ke sms padhne ki bhi had hoti h.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • AGAR MOBILE EK BANDUK HAI TO SMS USKI GOLI HAI JAB YE CHALTI HAI TO "BAHADUR" LOG JAWABI HAMLA KARTE HAI JABKI "KAYAR" LOG DEKHTE HAI AUR ZULM SAHTE HAI
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • SOCHO Agar SMS Receive KARNE K PAISE Lgte To . Kya HOTA . SOCHO . .Nahi PATA Are TUM Sab MERI Wajah Se"ROAD" Pe Aa Jate"KANJUSO".
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Sms ke rates..... 1996-4/- 2000-2/- 2004-1/- 2006-.50/- 2008-free/- aap kab karoge jab sms pe lone milaga tab.....
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Garib ne tajmahal ki hr diwar ko dekha, Hr minar ko dekha, Hr kaalin ko dekha,H r khidki ko dekha Or bola. Maa kasam sachi mohabbat me kharcha bahut hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Life is like a school Realize that life is a school and you are here to learn. Problems are simply part of the curriculum that appear and fade away like algebra class but the lessons you learn will last a lifetime
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Saccha dost wo hota hai, Jo exam me aapke paas wali, Window ke samne aake bole???? . Abey kitna likhega?? jaldi chal teri wali jaa rahi hai.!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Pehle mere khat k us ne Ikk anjane khof se dar kar Tokare tokare kar dale Abb………… Aik haseen ehsas k tabagh Jis ka koi naam nahin hai Pichale kitne hi ghanton se Darwaze ki aot me chop kar Tokare joor rahi hai ‘’PAGAL’’………..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • msg pe msg bhejte ho bhej bhej kar bheja kharab karte ho bhejte bhi ho to kya bhejte ho khud ka bheja chalta nahi dusro ka bheja bhej te ho
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Gandhi bhi chala gaya, nehru bhi mar gaya, subhash bose ka bhi kuchh pata nahi aur meri bhi tabiyat thik nahi hai....pata nahi desh ka ab kya hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Suraj se achha Tara koi nahi, Jaisa hai Rishta humaraa dusraa koi nahi! Chahe saari duniyaa me dhund lo. Mere jaisa Pyaraa, aur Tere jaisa Aawaraa aur koi nahi!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Khuda Bohot Mehrban He ki Usne Dosto Ki Koi Qeemat Nhi Rakhi Vrna Hm Ap Jese Dost Ki Qeemt Kese Ada Krte Qki CHAWANNI/ ATHHANI ab kaha chlti h?
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • you know ek ladki aapni life mein RANI LAXMI BAI hoti hai kaise? shadi se pahle rani shadi k baad laxmi aur 2-3 bacche hone k baad bai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Aye khuda barish karwa de. Ek katora pani bharwa de. Jo mujhe sms nhi karta,uska/uskimobile ko is katora main duba de. Na rahega phone Na bajega tone.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • What is Swarg? American Salary German car Chinese Food & Indian Wife What is Nark? American Wife German Food Chinese Car & Indian Salary.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Kya "Andaz" Hai, . Kya "Jalva" Hai, . Kya "Style" Hai, . our . Kya "Smile" Hai, . Message To Karte "Nahi" aur Kehte Ho. "Mere paas bhi mobile hai"...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS