Arz Kia Hai
Jaldbazi Me Shadi Karoge
Sara Jivan Bigad Loge
Wah Wah
Jaldbazi Me Shadi Karoge
Sara Jivan Bigad Loge
Soch Samjh K Karoge
To Bhi Kya UKHAD Loge.
Judge : Tumne Chori Kyu Ki Santa?
Santa : Nahi Hujur.
Judge: Phir Ghar Mein Ku Ghuse The?
Santa : Babli Ne Bulaya Tha Uski Maa Ne Dekh Liya To Chor-Chor Chilane Lagi.
Ek bacha boy girl ko kiss karte hue dekh leta hai.
Bacha: mujhe bhi karne do Warna main apke papa ko bata dunga.
Ladki: Le yaar tu bhi karle,
Bacha kafi try karta hai,
Par wo height me kam reh jata hai,
Baccha pareshan ho kar.
“Bhaad mein gayi duniyadari”
Jo kam galat hai.. Wo galat hai.. Main to bataunga!!
Ek Light Bulb Ko Badalne Ke Liye,
5 Ladkiyo Ki Jarurat Padti Hai.
Kaise.
Simple Ek Ladki Bulb Chang Karegi.
Or Baki Ki 4.
Hey Bhagwan Aaram Se Chad.
Switch To ON Nahi He Na.
Dhyaan Se Kahi Gir Na Jayiyo.
Kisi Or Ko Hi Bula Lete.
Duniya Bhar Ke Doctors Ki
Team Ne Research Kiya,
Aur Is Natije Pe Pohche Ki,
?
?
?
?
?
Msg Krne Se Aapki Khubsurti
Kam Nahi Hoti,
To Msg Kar Liya Karo.
पत्नी : सुनो जी, जब आपने पहली बार घुघंट उठाया
था तो आपको कैसा लगा था ???.
.
.
.
.
.
पति : मां कसम, मैं तो मर ही जाता अगर टीवी पर
“आहट” देखने की आदत नहीं होती तो..
4 dino ka pyar o rabba lambi judai.
4 dino ki chandni, phir andheri raat.
4 kitabein toh padh li, ab 4 paise bhi kama lo.
Akhir hamari bhi 4 logon me koi izzat hai.
Ye baat 4 log sunenge to kya kahenge...
ke 4 din ki aayi bahu ne ye kamal kiya...
4 din toh ghar mein tik ke baith jati...
Tum se kya 4 kadam bhi nahi chala jata?
Wo aai aur 4 bateein suna ke chali gayi.
4 bottle vodka kaam mera roz ka..
@Love.Sp
हम तो ऐसे ही उदास बैठे बैठे पानी में पत्थर फेंक रहे थे..
अचानक एक मेंढक पानी से निकला..
और बोला..
तू पानी में तो आ साले बताता हु तुझे
अपनी वाली के चक्कर में तूने मेरी वाली का सर फोड़ दिया!!!