• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Kash Aisa Koi Tum Bhi Kaam Kardo, Meri Har Hasrat Har Arzoo Ko Fanna Kardo, Ya To Wafaon Ko Tum Bhi Seekh Lo, Ya Fir Apni Tarah Mujhe Bhi Bewafa Kardo.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dam-e-subah bazm-e-khush jahan shab-e-gam se kam na thi meharaban ki chirag tha so to dud tha jo patang tha so gubar tha dil-e-khasta jo lahu ho gaya to bhala hua ki kahan talak kabhi soz-e-sina se daag tha kabhu dard-o-gam se figar tha dil-e-muzatarib se guzar gai shab-e-wasl apni hi fikr mein na dimag tha na farag tha na shakeb tha na qarar tha ye tumhari in dinon dostan mizhgan jis ki gham mein hai khun-chakan wahi aafat-e-dil-e-ashiqan kisu waqt hum se bhi yar tha kabhu jayegi udhar saba to ye kahiyo us se ki bewafa magar ek “meer”-e-shikasta-pa tere bag-e-taza mein khar tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tanhai jab muqadar main likhi hay..! To kya shikayat apnay or bayganay Say...! Hum Mit gay Jin ki Cahat main SWEE2....! Woh phir b baaz Nhin aatay humain aazmanay say...!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafai Ki Yeh Inteha Ho Gayi, Ke Tujhse Juda Ho Kar Bhi Jeene Ki Aadat Ho Gayi, Tum Laut Ke Aaoge Hum Se Milne, Roz Dil Ko Behlane Ki Aadat Ho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Har Insaan Ko Aajmati Hai, Kisi Se Ruth Jati H To Kisi Par Muskurati Hai, Mohabbat Khel Hi Aisa Hai, Kisi Ka Kuch Nahi Jata Aur Kisi Ki Jaan Chali Jati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kaam Na Aa Saki Unki Wafa To Kya Kare, Bewafa Sanam Ko Bhul Na Jaye To Kya Kare, Dil Kehta Raha Ki Unko Bhula Kar Hi Dekh Lo, Par Baar-Baar Yaad Wo Jo Aaye To Kya Kare.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ye Mere Hatheli Pe Khoon Kaisa Hai.. Hum Ne To Abhi Abhi Apne Ansoo Se Haath Dhoya Hai.. Shayed Ye Mere Armaano Ka Khoon Hoga.. Jo Mere Bewafa Sanam Ne Mujhe Tohfe Me Diya Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mera Mehfil Mein Aana Gunah Tha, Ya Bewafa Se Pyar Jatana Gunah Tha, Bata Do Tum Hi Mujhe Barbaad Karne Walo, Kya Rote Hue Ko Hasna Gunah Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mausam Ka Badalna Kudrat Ki Raja H Yaaro, Yaar Ka Milna Bhi Kudrat Ka Raja H Yaaaro, Kaun Jane Kab-Kis Maud Par Bichad Jaye Zindagi, Har She Par Bhari Ye Shame-Kaja Hai Yaaro.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata Jo Roo Rahay Hon Unko Rulaya Nahi Jata Hasnay Walon Ko Rulana Aasan Hai Lekin Ronay Walon Ko Kabhi Hasaya Nahi Jata Apno Or Geroon Ko Bhulana Asaan Hai Lekin Dil Todnay Walay Ko Bhulaya Nahi Jata Umeed Ban Ke Log Zindagi Mai Atey Hain Khawab Ben Ke Ankhon Mai Sama Jate Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Hum Unhe Bewafa Bata Kar Aaye Hai, Unke Khaton Ko Pani Mein Bahakar Aaye Hai, Koi Nikal Kar Paadh Na Le Unke Khato Ko, EIsliye Pani Mein Bhi Aag Lagake Aaye Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mujhe Chal Diye Maut Ke Bhawar Mein Chodkar, Dekhe Jaa Rahe Hai Dil Ko Todkar, Sangdil Sanam Hume Mila Kaha Se Kya Gila, Lo Hum Chal Diye Tumhari Duniya Chodkar.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tamam Jindagi Hum Jindagi Se Door Rahe, Teri Khusi Ke Liye Har Khusi Se Dur Rahe, Is Se Bhi Badakar Kya Wafa Hogi Ham Tere Hote Huwe Bhi Tumse Door Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hamne Jise Dilo Jaan Se Chaha, Uss Bewafa Ne Kisi Or Ko Chaha, Pata Nahi Ham Aashiq Kyu Unke Liye Faryad Karte Hai, Jabki Pyar Ke Bahane To Wo Hame Barbad Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain Zindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi Hai Us Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki Wajah Woh To Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Ro Rahi Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Haseeno Ne Haseen Ban Kar Gunah Kiya, Auro Ko Toh Thik, Humko Bhi Tabha Kiya, Pesh Kiya Jab Ghazalo Mein Unki Bewafai Ko, Auro Ne To Thik, Unhone Bhi Wah Wah Kiya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS