• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Jab Zindagi Samjh Me Aayi To Zindagi Se Dur The Hm, Marna Chaha To Jine Ko Majbur The Hum, Har Saza Kabul Kar Li Humne Sar Jhuka Ke, Kasoor Bas Itna Tha Ki Bekasur The Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jane Meri Aankho Se Kitne Aansu Beh Gaye, Insano Ki Bhid Mein Bhi Dekho Tanha Reh Gaya, Karte The Jo Kabhi Apni Wafa Ki Baate, Aaj Wahi Sanam Mujhe Begana Keh Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aag Dil Me Lagi Jab Wo khafa Hue Mehsoos hua Tab, Jab Wo Juda Hue Kar K Wafa Kuch De Na Sake Wo Per Bahut Kuch De Gaye Jab Wo Bewafa Hue
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh Sada Sath Nibhane Ka Jo WadaKarte, Un se Kyun Tark-e-Taalluq Ka Irada Karte. Kash Ulfat Me Woh Yeh Azm-e-Ifaada Karte, Apni Baanhon Ko Mere Naam Kushaada Karte. Jante Gar K Achanak Woh Bichar Jayega, Pyar Itna Bhi Na Hum Us Se Ziada Karte. Us Se Iqrar Ki Jab Koi Tamanna Hi Na Thi, Kis Liye Sirf Tamnna Ka Eaadaa Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Zindagi Dard To Deti Ho, Kaja Kyu Nahi Deti, Agar Aansu Hu To Najro Se Gira Ku Nahi Deti, Din-Raat Khatak Raha Hu, Nighao Nein Me Tere, Pathar Hu Agar To, Raste Se Hata Ku Nahi Deti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafa Sanam Ka Paygam Aaya Hume Bhool Jane Ka Sandesha Laya Dil Ke Ujale Mein Kuch Andhera Sa Chaya Baat Nikli Jab Pyaar Ki To Baat Baat Par Rona Aaya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Sikha Kar Juda Ho Gaye, Na Socha Na Samjha Khafa Ho Gaye, Duniya Mein Kisko Hum Apna Kahe, Agar Tum Hi Bewafa Ho Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Me Humne Ek Imarat Thi Banai, Apne Sapno Ko Lekar Uski Duniya Tak Sajai, Lekin Armano Ki Kashti Tufan Se Yun Takrai, Dil Tuta Aur Kareeb Humare Aawaz Tak Naa Aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hasino Ne Hasin Bankar Gunah Kiya Auro Ko To Kya Humko Bhi Tabah Kiya Pesh Kiya JAb Gazlon Mein Unki Bewafai Ko Auro Ne To Kya Unhone Bhi Wah Wah Kiya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Zindagi Guzar Gayi Dil Ko Samjhane Mein, Pyar Ke Un Kisso Ko Bhulane Mein, Samjh Bethe The Jise Zindagi Apni, Wo Shamil Thi Meri Barbadi Ka Jashan Manane Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aa gayi yaad shaam dhalte hi Bujh gayaa dil chiraagh jalte hi * Khul gaye shahr-e-gham ke darvaaze Ek zaraa si hawaa ke chalte hi * Kaun tha tu.! ke phir n dekhaa tujhe Mit gayaa Khwaab aankh malte hi *k Tu bhi jaise badal saa jaataa hai Aks-e-deewaar ke badalte hi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Fareb Tha Hasi Mein Hum Aashiqi Samajh Baithe, Maut Ko Bhi Apni Hum Zindagi Samajh Baihe, Waqt Kar Raha Tha Mazak Ya Thi Ye Badnasibi Meri, Unki Do Baato Ko Ham Apni Chahat Samaj Bathe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hath Hi Nahin Aankhain Bhi Para Karo Kuch Sawali Bara Khudar Huwa Karta Hain Yeh Zaroori To Nahin Ka Har Koe Roo Ka Dikhaya Khushk Aankhon Main Bhi Sailab Huwa Karta Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Narawa Kehiay, Nasaza Kehiay Kehiay Kehiay Mujhay Bura Kehiay Dil Main Rakhnay Ki Baat Hai Gham-E-Ishq Isko Hergiz Na Bermala Kehiay Aa Gai Aap Ko Maseehayee Mernay Walon Ko Marhaba Kehiay Hosh Jatay Rahay Raqeeboon K Daagh Ko Aur Bewafa Kehiay
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Us Se Pyar Hua Jise Hum Kabhi Pa Na Sake, Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake, Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne, Jise Bhulana Chaha Par Hum Bhula Na Sake, Apani Kasam Dekar Usne Hume Majboor Kar Diya, Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Dur Kar Diya, Humari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi Aur Hum The Ki Unke Liye Apno Ko Hi Chod Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Zindgai Se Apna Har Dard Chupa Lena, Khushi Na Sahi Gam Gale Laga Lena, Koi Agar Kahe Mohabbat Aasan Hai, To Use Mera Toota Hua Dil Dikha Dena.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jab dil pahle hi lut chuka ho , Gum kayse ho dolat ki chori ka, Hame gum nahi tayri judai ka , Dil mein jakam hai tayri bayvafai ka .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hamne Bhi Pyar Dekar Sanam Se Pyar Manga Tha 100 Bar Nahi Bas Ek Bar Iqrar Manga Tha Jab Giri Bijli Inqar Ki Hum Par Uske To Fir Se Khud Ki Numaish K Liye Gham Ka Darbar Manga Tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Baatein Karke Rula Na Dijiyega, Yu Chup Rehke Saza Na Dijiyega, Na De Sake Khushi To Gam Hi Sahi, Par Dost Bana Ke Uhi Bhula Na Dijiyega.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aao Kisi Sham Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho, Meri Rago Main Zehar Judai Ka Utarta Dekho, Kis Kis Adaa Se Tujhe Maanga Hai Khuda Se, Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mein Sisakta Dekho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS