Tumhara Dukh Hum Seh Nahi Sakte,
Bhari Mehfil Mein Kuch Keh Nahi Sakte,
Hamare Girte Hue Aansuo Ko Pad Kar Dekho,
Woh Bhi Kehte Hai Ke Hum Aapke Bin Reh Nahi Sakte.
Use Kehna Ameer-E-Shehar Kabhi Sir Nicha Nahi Karte,
Khushi Ke Sare Mousam Dusron Me Baant Dete hain,
Fakat Ek Dard Ki Doulat Hai Jo Hum Banta Nahi Karte!
Hum Ehley Zoo Ki Fitrat Se To Sare Log Waqif Hain,
Ke Hum Kuchh Kar Guzrate Hain Magar Socha Nahi Karte!
Kareinge Tum Se Hum Tark-E-Taaluq Ye Kaise Mumkin Hai,
Ke Hum To Dushmanon Ka Sath Bhi Chhoda Nahi Karte!
Khushi Ki Rah Me
Gham Mile Toh Kya
Karen, Wafa Ki Rah
Me Bewafai Mile Toh
Kya Karen, Kese
Bachayen Zindgi
Dhokon Se, Qki, Koi
Muskrake Dhoka De
Jaye Toh Kya Karen,
वफ़ा की तलाश करते रहे हम
बेबफाई में अकेले मरते रहे हम,
नहीं मिला दिल से चाहने वाला
खुद से ही बेबजह डरते रहे हम,
लुटाने को हम सब कुछ लुटा देते
मुहब्बत में उन पर मिटते रहे हम,
खुद दुखी हो कर खुश उन को रखा
तन्हाईयों में सांसे भरते रहे हम,
वो बेवफाई हम से करते ही रहे
दिल से उन पर मरते रहे हम|
Pyar Ka Qatal Ho Gaya Daulat Ki Talwar Se,
Phool Sab Murja Gaye Kalyug Ki Bahar Se,
Kisi Ne Meri Wafa Ki Kadar Na Ki,
Dil Ujhad Gaya H Jaha Se, Ghar Baar Se.
Peete to sabhi hain apna gum bhulane ke liye...
Humne bhi pee uski yaad apne dil se mitane ke liye...
Peene ke baad pata chala kambhakt sharab me wo nasha nahi hai...
Ye sharab uss shabab ke aage kuch bhi nahi hai...
Socha kisi aur haseena se dil laga lenge...
Kisi aur ki chahat ko hum apna bana lenge...
Par kisi aur haseena se bhi hum ye dil laga na sake...
Aur din raat peekar bhi hum usse bhula na sake...
Tera Chehre Pe Meri Aankhe Safar Karti Hai,
Chand Ke Pehlu Mein Jese Raatain Safar Karti Hain,
Main Tujhe Or Kia Wafa Ka Sila Doon,
Tere Sene Mein Meri Sanse Safar Krti Kain.
Toofan Zakham Ko Taaza Kar Ke Chala Gaya,
Beeta Waqt Bohat Kuch Sikha Kar Chala Gaya,
Aise Bhi Hote Hai Duniya Mein Log Pata Nahi Tha,
Jinko Chup Karaya Tha Kabhi Wahi Aaj Rula Ke Chala Gaya.
Jo Khawab Sajaye Ankhon Ne,
Wo Khawab Bikharne Wale Hain,
Humen Dil Me Basana Thik Nahi,
Hum Log Ujadnae Wale Hain,
Wo Chod Gaya Mujhe Kanton Par,
Pholon Ke Khilte Mausam Me,
Rab Khair Kre Lauta Hi Nahi,
Ab Patte Jhadne Wale Hain,
Wo Jise Dekhne Se Ankhon Me,
Thandak Si Rehti Thi,
Ab Door Gya To Aisa Laga,
Hum Jese Pigalne Wale Hain,
Jo Khawaish Thi Dil Mein Mere,
Wo Khawaish Aakhir Toot Gayi,
Tere Wasal Me Jeena Tha Humko,
Tere Hijar Men Marne Wale Hain.
Meri Wafa’o Ne Tujhe Bewafa Bana Diya,
Na-Jaane Kyu Tumne Mujhe Bhula Diya,
Wafa Na Ki Hoti To Iss Saja Ke Haqdar Na Hote,
Kal Raat Teri Yaado Ne Mujhe Fir Se Rula Diya.
Aaj Barso Ke Baad Fir Se Wo Najar Aaye Hai,
Jabse Wahi Dil Ki Gehraiyo Se Ubhar Aaye Hai,
Dil Lagane Ki To Khub Saja Mili Hume,
Ab Puri Karne Kaunsi Kasar Wo Aaye Hai.
Us k Chehry Per is Qadar Noor Tha
K Us ki Yaad Mein Rona bhi Manzoor Tha
Bewafa B Nahi keh Sakty us ko Faraz
Pyar to ham ne Kia Hai Woh to Bekasoor Tha
Mana Ki Mere Ishq Mein Dard Nahi Tha,
Par Dil Mera Bedard Nahi Tha,
Hoti Thi Meri Aankho Mein Aanshuo Ki Barsaat,
Par Unke Liye Aanshu Or Pani Me Koi Farak Na Tha.