Milne Ki Aas Tanhai Hoti H,
Wafa Ki Aas Bewafai Hoti H,
Dil Me Jine Ki Umid Salamat Hoti H,
Pata Nhi Kisko Kya Mile,
Kyun Ki Takdeer Rab Ki Banai Hoti H.
Mat Zikar Karo Tum Apni Iss Adaa Ke Baare Mein,
Bohat Kuch Jante Hai Ham Wafa Ke Baare Mein,
Suna Hai Wo Bhi Mohabat Ka Shoq Rakhne Lagi Hai,
Jo Janti Kuch Bhi Nahi Hai Wafa Ke Baare Mein.
गरीबी से बढ़कर कोई मज़बूरी नहीं है,
अब मेरी मौजूदगी यहाँ ज़रूरी नहीं है.
हलाल हूआ हूँ बेवफाई के खंज़र से ,
अब मौत से मेरी ज्यादा दूरी नहीं है .
नासूर बन गए हैं जख्म मेरे अब ,
मुझे मारने की कोशिश उसकी अधूरी नहीं है .
मेरा भी कसूर है मैंने प्यार किया उससे,
मत देना सज़ा उसको वो कातिल पूरी नहीं है.
मैंने सोचा था संवर जाएगी ज़िन्दगी प्यार से मेरी ,
पर जीने के लिए प्यार करना ज़रूरी नहीं है
Dushman Meri Jaan Ke Aye Gulabi Mausam,
Kyu Yaad Dilate Hai Uss Bewafa Ki,
Dil Humesha Pukarta Raha Janam Janam,
Magar Jalim Ne Phir Bhi Mujhse Daga Ki.
Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata,
Ishq Mein Mareej Ko Aaraam Nahi Aata,
Ae Bewafa Dil Todne Se Pehle Ye Soch Liya Hota,
Ki Toota Hua Dil Kisi Ke Kaam Nahi Aata.
Maine To Tumse Pyar Kiya Tha
Dil Jaan Apna Tum Pe Nissar Kiya Tha
Chorhogi Na Saath Mera Saari Zindagi
Wafa Ka Tumne Bhi Ikraar Kiya Tha
Hamne To Tumhari Rahon Par Phool Bichaye The
Un Rahon Ke Kaante Apne Haathon Se Uthaye The
Magar Ey-Bewafa Tune Meri Wafa Ka Kya Sila Diya
Gair Ki Khatir Mujhko Dil Se Bhula Diya
Main Koun Hoon Tumhara Jo Mujhe Yaad Karo Tum
Apne Do Aansoo Bhi Mujh Par Barbaad Karo Tum
Khud Ki Naav To Kinaare Par Laga Li
Mujhe Beech Manjhdhaar Main Hi Chod Diya
Is Dil Main Jo Basa Tha Pyar Tera
Maine Bhi Us Dil Ko Hi Tod Diya
Jo Gali Tere Ghar Tak Jaati Thi
Us Gali Se Hi Maine Mooh Morh Liya
Badnaam Na Ho Jaaye Tu Dunia Main Kaheen
Isliye Tera Naam Lena Hi Chod Diya
Jab Kabhi Bhi Yaad Aayegi Tumhari
Samjhain Ge Kabhi Tumhe Chaha Hi Nahi
Jab Bhi Tum Rahon Main Nazar Aayogi
Sochainge Tumhe Dekha Hi Nahi
Tu Jahaan Bhi Rahe Sada Khush Rahe
Tujhe Dil Se Main Bhula Raha Hoon
Tere Pyar Ki Jo Haseen Yaadain Hain Dil Main
Un Yaadon Ko Louta Raha Hoon
Tumhari Bewafai Ka Kya Charcha Karoon
Apni Wafa Pe Sharma Raha Hoon
Mujhe Tumhari Bewafai Se Koi Shikwa Nahi
Main Tumhari Zindagi Se Ja Raha Hoon
Kyu Mere Dil Ke Tukde Kar Diye,
Kyu Meri Aansuo Ko Muskaan Se Bhar Diya,
Gunah Kya Tha Mera Bas Chahna Tumhe,
Kyu Meri Zindagi Ko Tumne Dard Se Bhar Diya.
Lamha Lamha Sanse Khatm Ho Rahi Hai,
Jindagi Maut Ke Pahloo Me So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah,
Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai.
Us se Pyar Hua Jise Hum kabhi Pa Na Sake,
Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake,
Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne,
Jise Bhulana Chaha Par Hum Bhula Na Sake,
Apani Kasam Dekar Usne Hume Majboor Kar Diya,
Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Dur Kar Diya,
Humari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi,
Aur Hum The Ki Unke Liye Apno Ko Hi Chhod Diya…
khan
Jidher Bhi Jaoon Nazar Mein Us Ka Chehra Rahta Hai
Wo Mere Dhiyan Ke Sabhi Raastoon Mein Rahta Hai
Bicharh Kar Us Se Pereshan Mein To Hoon
Par Suna Hai Wo Bhi Uljhanoon Mien Rahta Hai
Aye Mohabbat Tere Anjaam Pe Rona Aaya,
Jaane Kyon Aaj Tere Naam Pe Rona Aaya,
Yun Toh Har Shaam Ummido Mein Guzar Jaati Thi,
Aaj Kuch Baat Hai Jo Shaam Pe Rona Aaya.
Aaj Hum Unhe Bewafa Bata Kar Aaye Hai,
Unke Khaton Ko Pani Mein Bahakar Aaye Hai,
Koi Nikal Kar Paadh Na Le Unke Khato Ko,
EIsliye Pani Mein Bhi Aag Lagake Aaye Hai.
Sab Kuch Mila Bus Khudai Ke Siwa,
Zindagi Bahut Pasand Aayi Ruswai Ke Siwa,
Meri Chahat Ka Ehsaas Bhi Na Hoga,
Uski Har Adaa Pasand Aayi Bewafai Ke Siwa.