• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Juda Ho Kr Wo Hamse Kabhi Kush Na Reh Payegi, Kyoki Hmne To Har Duao Mein Unhi Ki Talab Ki Thi, Mil Bhi Gaya Hamse Behtar Koi Fir Bhi, Yaade Hamari Kbhi Dil Se Nikal Na Payegi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ho Sake To Tum Apna Ek Wada Nibhane Aana, Meri Payasi Ankho Ko Apna Deedar Karwa Ke Jana, Badi Hasrath Thi Tumhare Bahon Mein Bitau Kuch Pal, Agar Yeh Saans Tham Gayi To Meri Laash Se Aakar Lipat Jana.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mujh Se Bichad Ke Benaam Ho Jaaoge, Saudaagaron Ke Haathon Neelaam Ho Jaaoge, Mujh Ko Acha Nahin Lagta Tera Har Ek Se Milna, Har Ek Ko Mayassar Hue Toh Aam Ho Jaaoge..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pyar Ke Ujale Mein Gum Ka Andhera Aata Kyu Hai, Jisko Hum Chahe Wahi Rulata Kyu Hai, Agar Wo Mera Naseeb Nahi, To Khuda Aise Logo Se Milata Kyon Hai?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • गम इस बात का नही कि तुम बेवफा निकली, मगर अफ़सोस ये है कि, वो सब लोग सच निकले, जिनसे मैं तेरे लिए लड़ा करता था!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Baad Unke Jeene Ki Tamanna Hi Nahi, Mere Moula Tu Apne Paas Bula Le Mujhko, Mujhse Sahi Nahi Jaati Unki Berukhi, Tu Apni God Mein Ab Sula Le Humko….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Be-naam sa yeh dard thehar kyun Nhi jata, Jo beet gaya hai wo guzar kyun Nhi jata..! Woh ek hi chehra to Nhi saare jahan Me Jo door hai Wo dil se utar kyun Nhi jata...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Yaaro ki mehfil aise jamai jati hai , Kholane se pahle botal hilayi jati hai , Fir aawaz lagayi jati hai , Aa jao dil walo ......, Yanha dard-e-dil ki dawa pilayi jati hai .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mat Puch Mere Sabar Ki Inteha Kaha Tak Hai, Tu Sitam Kar Teri Takat Jaha Tak Hai, Mujhe Meri Wafa Ki Ummid Puri Hai, Mujhe To Ye Dekhna Hai Ki Tu Bewafa Kaha Tak Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi To Ki Hogi Suraj Ne Chand Se Mohabbat Tabhi To Chand Mein Daag Hai Mumkin Hai Ke Chand Ne Ki Hogi Bewafaai Tabhi To Suraj Mein Aag Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Badi Mehnat Se Meri Duniya Lutai Hogi, Meri Mohabat Ki Hasti Mitai Hogi, La Tere Pairon Mein Marham Laga Du, Mere Dil Ko Thokar Marne Mein Tuje Chot To Aayi Hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya Khali Hi Sahi Hathon Mein Jam To Aaya Mein Hoon Bewafa Sabko Betaya Usne Yun Hi Sahi, Uske Labhon Pe Mera Naam To Aaya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bhulne Ke Tujhe Najane Kitne Waade Karte Hai, Kaise Bhulaye Tujhe Ye Sochkar Tujhe Yaad Karte Hai, Jab Bhi Hota H Zikar Jamaane Mein Pyar Aur Wafa Ka, To Tumhe Bewafa Ke Bahane Se Yaad Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mujhe Uske Pehlu Ka Aashiyana Na Mila, Uski Zulfo Ki Chaon Mein Thikana Na Mila, Keh Diya Usne Bewafa Mujhko Sar-E-Aam Hi, Jab Chodne Ka Usko Koi Bahana Hi Na Mila.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jaan Kar Bhi Woh Mujhe Jaan Na Paaye Aaj Tak Woh Mujhe Pehchaan Na Paaye Khud Hi Kar Li Bewafai Humne Taaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kuch Raat Ki Ankhein Bhegi Thi, Or Chand Bhi Rutha Rutha Tha, Kuch Yadein Uski Baki Thi, Or Dil Bhi Tuta Tuta Tha, Kis Mod Pe Bichde Yaad Nahi, Honton Pe Koi Faryad Nahi, Us Wadde Ki Bhi Khabar Nahi, Woh Sacha Tha Ya Jhuta Tha, Har Lamha Aahein Bharte Hai, Bus Ek Hi Dua Karte Hai, Aye Kash Woh Wapis Aajaye. Aye Kash Woh Wapis Aajaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hasino Ne Haseen Bankar Gunaah Kiya Auro Ko To Kya Humko Bhi Tabah Kiya Pesh Kiya Jab Shayari Mein Humne Unki Bewafai Ko Auro Ne To Kya Unhone Bhi Wah-Wah Kiya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS