• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Insan Ke Kandho Pe Insan Ja Raha Tha, Kafan Mein Lipta Kuch Armaan Ja Raha Tha, Jisko Mili Bewafai Pyar Mein, Wafa Ki Talash Mein Wo Kabristan Ja Raha Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ek Din Main Bhi Kafan Odh Jaunge, Har Rishta Is Zamane Se Tod Jaunge, Jee Chahe Jitna Sata Lo Mujhko, Ek Din Rota Hua Sabko Chhod Jaunge.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Uski Yaad Mein Hum Saaloon Tak Rote Rahe, Bewafa Woh Nikale Badnaam Hum Hote Rahe, Pyar Mein Madhoshi Ka Aalam Toh Dekhiye, Dhool Chehre Pe Thi Hum Aaina Saaf Karte Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bevafaa Tere RuuTh Jaane Se AaNkh Miltii NahiiN Zamaane Se Aarizaa Ho Gayaa Hai Rone Kaa Chand GhaRiyoN Ke Muskuraane Se Kitne TuufaaN UTheNge Saahil Par Ek Kashtii Ke Duub Jaane Se DhuuNd Aayaa Tujhe Zamaane MeN Tum KahaaN Gum Ho Ek Zamaane Se Ab To Duniyaa Se Jaa Rahaa HuuN MaiN LauT Aao Isii Bahaane Se Kis Qadar BaRh Gayii Hai Lazzat-E-Gham Shiddat-E-Gham MeN Muskuraane Se...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kitna Bebas Hai Insaan Kismat Ke Aage, Kitne Door Hai Sapne Haqiqat Ke Aage, Koi Rooki Hui Dhadkan Se Puche, Kitna Tadapta Hai Dil Mohabbat Ke Aage.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain Zindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi Hai Us Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki Wajah Woh To Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Ro Rahi Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard-E-Dil Me pr uska ehsas nhi hota , R ota hai dil jb wo pas nhi hota Brbad ho gye hm unki muhabbat mai, Aur wo kehte hai is tarha pyar nhi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Accha Hua Jo Maloom Ho Gaya, Ki Apno Ki Mohabbat Ab Mohabbat Nahi Rahi, Warna Hum To Apna Ghar Bhi Chod Rahe The, Unke Dil Mein Apna Ghar Banane Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Yahi Sochkar Aksar Pareshan Ho Jata Hu Mein, Ki Na Jane Kab Zindagi Bewafa Ho Jaye, Chodkar Mein Sath Ye Bewafa Mehboob, Khalao Ke Safar Mein Chupchap Kho Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tumne sada sath nibhane ka vada tod dia, Beach rah mein mera sath bhi chod dia, Kehte the sath nibhayenge marte dum tak A- Sanam, Lekin adhe raste mein hi hume marne k liye chod dia.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Jo Tune Diya Wo Gehra Diya, Karke Wadda Tune Humko Bhula Diya, Zakham Dene Wale Tera Bhi Sukriya, Jo Zindagi Ka Tune Matlab Sikha Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe, Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe, Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki, Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jab Kuch Sapne Adhure Reh Jaate Hai, Tab Dil Ke Dard Aansoo Ban Kar Beh Jaate Hai, Joh Kehte Hai Ki Hum Sirf Aapke Hai, Pata Nahi Woh Kaise Alvida Keh Jaate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Wo Humse Kuch Khafa Lagte Hai, Khafa Hokar Bhi Bade Pyare Lagte Hai, Bas Kya Kahen Hum Unke Bare Mein, Wo Kabhi Khuda To Kabhi Bewafa Lagte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Uska Vaada V Bda Ajeeb Tha K Jindgi Bhar Sath Nibhayenge..... . . . . . . . . . . . , . . , . Hum B Pagal The Ye V Naa Pucha Ki Mohhabat K Sath Ya Bewafaai K Sath....!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aam Logon Ki Tamanna Khaas Ho Toh Kya Karein Dard Ka Patthar Ko Bhi Ehsaas Ho Toh Kya Karein Kaun Samjhaye Hamein Ye Ishq Ki Majbooriyan Soch Mein Tanha Koi Jab Paas Ho Toh Kya Karein
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aap Ko Khone Ka Har Pal Darr Laga Rehta Hai.. Jab Ki Aapko Paaya Hi Nahi.. Tum Bin Itna Tanha Hain Hum.. Ki Mere Saath Mera Saaya Bhi Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Maut Mangte Hain To Zindagi Khafa Ho Jati Hai, Zehar Lete Hain To Wo Bhi Dawa Ho Jati Hai, Tu Hi Bata Aye Dost Kya Karun, Jisko Bhi Chahte Hain Wo Bewafa Ho Jate Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS