वक़्त की तुफान में बिखरते चले गए
तनहाई की गहराई में उतरते चले गए
जन्नत थी हर सुबह शाम जीन दोस्तो के साथ
एक एक कर के सब बिछडते चले गए
थँक्स टू व्हॉट्सअप साले सब वापीस मिल गए.
Patthar Ki pooja kar baithe hum
Anjan the,
Tumhari har Adat aur bewafai se
nadan the,
Tumhi ne bana diya hai hame bejan
murti,
Warna hum bhi pehle kisi mehfil ki
Jaan the...
Iska Gham Nahi Ki Tu Mera Na Ho
Saka..
Meri Mohabbat Me Mera Sahara Na Ban
Saka..
Gam To Iska Bhi Nahi Ki Sukoon Dil Ka
Lut Gaya..
Gam To Iska Hai Ki Mohabbat Se
Bharosa Hi Uth Gay..!!
Man me aaya socha kuchh Alfaz
likhne baithta hu,
Kisi ki bewafai ka intkam likhne
baithta hu,
Duniya walo ko bhi Mahsus ho dard
Mera,
Isliye Socha ek dard bhari kitab
likhne baithta hu...
Meri Sari Galtiyo Ko Wo Maaf Karti Hai
Bahot Gusse Me Hokar Bhi Pyar Karti Hai
Uske Honto Pe Hamesha Dua Hoti Hai
Aisa Karne Wali Sirf Hamari MAA Hoti Hai..