• Categories
  • Love Quotes SMS   174
  • Muddat Se Tere Husan Ka Hai Dil Deewana, Ae Jaane Gazal Tune Aaj Tak Na Pehchana, Mere Labon Per Har Dum Hai Naam Tera, Namumkin Hai Jaanam Tere Pyar Ko Bhulana.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Kash Tum BAKRI Hoti, May Tum Ko Ghass Khilata Aur Pyar Se Tumhare Seengh Pakarta Aur Puchta Pagal Kon? Tum Ya May ? Or Tum Pyar Se Bolti, Main Main..
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Un pyari yado ka ehsash rehne do, Dil aur juban par bas usi ka ehsash rehne do, Ye dastur h meri zindgi ka chahe khud raho udash par dusro ko udash na rehne do
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Jeena Chaha Magar Jee Na Sake Tumhare Bina, Chaak Daaman Hum See Na Sake Tumhare Bina. Tumne Hume Bhoola Kar, Nayi Doonia Basa Lee, Hum To Muskura Bhi Na Sake Tumhare Bina.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Is Jamane Se Bahoot Alag Ho Tum, Humari Hoton Ki Muskan Ho Tum, Humare Liye Wo Waqt Hi Hasin Hai... Jab Hume Yaad Karke Muskurate Ho Tum.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Ab Bhi Sham Ko Chhat Par Baitha Karta Hoon Main, Aur Tere Baare Mein Hi Socha Karta Hoon Main. Raat Ki Paajeb Kisi Pal Khanak Jaati Hai Jab, To Teri Soorat Chaand Mein Dhoonda Karta Hoon Main.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lage Koi Accha Ab Is Kadar Na Lage Aapko Dekha Hai Bas Us Nazar Se Jis Nazar Se Aapko Nazar Na Lage.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Dil Chupke Chupke Siskata Hai Chhup Chhup Ke Hum Rote Hain, Unko Chhanv Sitaron Ki Hume Ashko Ki Barsaat Mili. Pyar Ke Muzrim Voh Bhi Hain Hum Hi To Nahi Hai Tanha, Unko Baharein Savan Ki Hume Patjhad Ki Khairat Mili. Jeene Ki Tammana Mein Yaaro Jeene Ke Tareeke Bhool Gaye, Unko Saari Duniya Humko Siskati Huyi Hayaat Mili.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Saans lene se bhi teri yaad aati hai, Har saans mein teri khushboo bas jati hai, Kese kahoon ki saans se main zinda hoon, Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Hum iss qadar tum per mar mittenge, Tum jahan dekhoge hum hi tumhe dikhenge Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad, Hmare bad hmare pyar ki dastan duniya vale likhege
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Oh Bewafa Mera Dil Todkar Mujhe Chhodkar, Jahan Bhi Tum Jaoge Tumhe Na Khushi Milegi. Tere Bhi Honth Tarsenge Muskurane Ke Liye, Tu Zinda Rahega Magar Tujhe Zindagi Nahi Milegi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Teri Aankhein Dekhkar Paimaano Ko Bhool Baitha, Tere Honthon Ko Choomkar Maikhano Ko Bhool Baitha, Yoon Tere Ishq Ne Mujhko Deewana Kar Diya, Main Dunia Ke Tamaam Deewano Ko Bhool Baitha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Phool Gir Skte Hai Par Khusbu Nhi, Chand Doob Skta Hai Par Tare Nhi, Nadi Sukh Skti Hai Par Sagar Nhi, Hum Duniya Bhool Skte Hai Par "Aapko" Nahi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Jab Bhi Jikar Hoga Mera, Kabhi Tumhare Samne, Tanhayi Mein Jakar Ashk Bahut Bahaya Karoge. Meri Zindagi Ko Rota Tadapta Chhodkar, Tum Apni Bewafai Per Bahut Pechtaya Karoge.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Ae Zindagi Tu Kayon Meri Tamannayi Hai, Yahan To Bas Dard Hai, Ashk Hain, Tanhayi Hai. Pehli Si Mohabbat Mere Se Na Maang, Mere Paas Bas Ab Zakham aur Roosvai Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • A Zindegi Tu Unse Daga Na Kar, Wo Sada Muskurate Rahe Tu Bas Ye Dua Hi Kar, Koi Dekhta Hai Unhe To Mujhe Hoti Hai Jalan, A Hawa Tu Bhi Unhe Chhua Na Kar.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Tujhse Bahut Pyaar Karte Hai, Tera Har Pal Intejar Karte Hai, Jahan Mein Jiski Na Koi Missal Hai, Tu Gulabon Mein Ek Khas Gulab Hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS