Boyfd; MUjhe maaf krdo,
Mene tumse chupaya .
Meri Magani Ho Chuki Hai,
GirlFnd:
Aray Koi Baat Nahi
Chalo Ao Aaj Main
Tumhe
Apno Bachon Se Milwati Hun...
Swarg ke dwar par 3 log the..
God:- "Sirf ek hi andar ja sakta hai.
.
Pehla:- "Main pujari hu, sari umar aapki seva ki hai, swarg par mera hi haq hai.
.
Dusra:-"Main ek desh bhakt neta
hu, sari umar logo ki seva ki hai.
Swarg par toh mera hi haq hai.
.
.
.
.
Teesra:- "Maine ENGINEERINGki
PADHAI KI HAI."
.
God:- "kuch mat
bol mere bhai, rulaeyga kya?? saari JAWANI
tu narak me raha hai. Swarg par tera hi haq hai.." :O :D
1 Topi bechne wala ped k niche
araam kar raha tha..
.
.
.
Kuch Bandar uski topiya uthakar le gaye..
.
.
.
Topiwale ko apne Dada ki sunai kahani yaad aayi..
Or usne apni 1 topi utha k fek di..
1 Bandar aaya,
Usne topi ko uthaya or 1 THAPPAD maar k bola:
" Saale tu kya sochta hai
Hamara Dada hame kahani nhi suna k gaye" !!!
Ek ladke ne valentine day par ek ladki ko propose kiya, "i love u kya tum mere dil me rahogi?"
Ladki : chappal utaru kya?
Ladka : chal hat pagli ye mera dil hai mandir nahi hai chappal pehan ke aaja.
Santa Zebra Crossing Ke Black & White Lines Par Baar-Baar Idhar-Udhar Chal Raha Tha,
Aur Soch Raha Tha Ki
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sala Ye Piano Bajta Kyo Nahi.
Akbar k paas ek 12 inch ka chota sa pyara sa
ghoda (horse) tha.
Tansen: Ye ghoda kaha se mila?
Akbar: Ek baba hai usne diya. Jo maango woh
deta hai.
Tansen: Mai bhi baba k paas jata hu.
Akbar: Jao pr khyal rahe baba 1 himuraad puri
karta hai aur ooncha sunta hai.
Tansen baba k paas jaake 1 bori heera mange.
Bori jab kholi Tansen chillaya: BC baba ne 1
bori jeera de diye.
Akbar: BC toone kya socha ki maine 12 inch ka
ghoda maanga tha ?
Jisko samaj aaye woh forwd karo baki sab
POGO dekho
Amazing Love Story:
A kanjoos Boy fell in LOVE
with kanjoos Girl..:O
Girl: Jab Dad so jyenge to mai
gali me SIKKA
fekungi,
awaaz sunke tum turant andar
aa jana.
Lekin Boy sikka feknek 1
ghante baad aaya.:-|
Girl:Itni der kyo laga di?;->
Boy:Wo mai sikka DHUND rha
tha.. :D
Girl-pagal wo to"DHAAGA
BAANDH" k feka tha,
wapas khich liya..
1st Woman-: Kuchch Suna Hai Ya Nahi,
Bharat Ne Hindustan Par Hamla Kar Diya Hai.
2nd Woman-: Hume To Dar Hai,
Ki Kahi Ek Misaile Mere Sar Pe Na Gir Jaye.
3rd Woman-: Arre Tum Sab Fikar Kyun Karti Ho,
Hum To India Main Rahte Hai. . .
Pappu Ab Jawan Ho Gaya Thha, Aakhir Santa Se Ladd Jhagad Kar Usne Bike Le Hi Li.
Ab Vo Roz Ladkiyo Ki Gedi Kaata Karta Tha Aur Maje Liya Karta Thha.
Ek Din Ek Ladki Sadak Pe Paidal Jaa Rahi Thhi Pappu Uske Pass Se Tez Bike Chalata Hua Nikla.
Ladki Darr Gayi Aur Use Dekh Kar Chillayi: “Oye Marega Kya?”
Pappu Ne Bike Roki Aur Mud Kar Bola.
Pappu: “Filhal Mood To Nahi Hai, Par Agar Degi To Maar Hi Lunga“ :P :D