6okari Na Gaal Pan Gulab Marvathi
English Girl:- Darling U R Naughty.
Urdu Girl:- Nahi Karo Jaanu.
Shikh Girl:- Tussi Bade Romantic Ho.
Gujarati Girl:- Shu Nakhra Kare 6e Doba Aankh Ma Vagyu.
1 Boy Pi Kr Ghr Aya. Dad Se Bachne Ke Liye Laptop Khol Kr Padne Lag Gya. Dad- Tune Pee Hai? Son- Nhi Dad. Dad- To Kmine, Suitcase Khol Kr Kya Kr Rha He?
Ek 5th class ka bacha Bill Gates ko
letter likhta h
Sir,
Mujhe Kuch Sawal Poochne H
...
1. Keyboard K Letters Sahi Jaga
Nahi Hen, Keyboard Ka Sahi
Version Kab Ayega?
2. Windows Main START Ka Button
Hy, STOP Ka Nahi
3. Hum Ms-Word Use Karte Hen,
Mr- Word Kab Release Hoga?
4. Keyboard Main ANY KEY Ka
Button Nahi to Computer Q
Maangta Hy? Aakhir Main ek Zati
Sawal
5. Aap Ka Naam GATES Hai To Aap
WINDOWS Q Banatay H :o :D :p
No.3 कुत्ता : हाँ भाई खा आया, बड़े भले लोग हैं.. .तबियत से खिलाया....! अरे वो तो आने ही नहीं दे रहे थे..!! ????????????????????????????????????????????????
Psychology ka practical ho raha tha.
Professor ne 1 Chuhe k liye 1 tarf CAKE aur dusri trf CHUHIYA rakh di.
Chuha fouran Cake ki trf lapka.
Dusri bar Cake ko badal kr ROTI raki.
Chuha Roti ki trf lapka.
Is tarah kai bar food-item badle magar Chuha hr bar food ki trf bhaga.
Profesr: Bas, sabit ho gya ki BHUKH hi sbse bdi taqat h.
Itne me last row ki bench se awaz aai
Sir, 1 bar Chuhiya badal k bhi dekh lo,ho skta h wo uski “BEHAN” ho..!
Backbenchers Rockz
Ek Din Pappu Akela Udaas Nadi K
Kinare Baith Kar
Usme Patthar Phek Raha Tha
Tabhi Ek Mendhak Nikla
Aur
Bola
.
.
.
.
.
.
.
Aaja Paani Ke Andar
Abhi Teri Udasi Door Kar Deta Hu
Saale Kutte Kaminey Meri Item Ka Sar
Phod Diya!:p
Akki to luckky
Yaar mujhe ek baat samajh me nhi
aata ki
Jo ladke humse kaale va khadus hote
hai.
Un ladko k pass itni saari ladkiya q
mandraate hain.?
Luckky:- qki local train me hi jyada
bheed hoti hain...
Jisko samajh me aaya wo thoko like
Baaki bache pago dekho..
Santa roti ka 1 tukda khud kha raha
tha aur 1 pass baithi murgi ko khila
raha tha...
Banta: "Ye kya kar raha hai?"
Santa- "Chicken ke sath roti kha raha
hu.
Shravan chal rahe hain na...
4 boys on bike...
Police:- triple riding is
banned aur tum 4 baithe
ho??
Boys shocked...
.
.
.
look behind..
.
.
and says:- saalo 5wa kaha
gir gya...??
boys rocked
Govt Ka Naya Rule..
Jiske 5 Bacche Ho Use Ghar Milega.
.
.
Papu Ke 3 The.
Usne Wife Se Kaha
Pados Ke 2 Mere Hai Unko Leke Aata Hoon..!!
.
Laane Ke Baad)
.
.
.
Pappu - Apne 3 Kaha Gye?
.
.
.
.
Wife -Jinke The Woh Le Gye..!!
Toofani Barish…
Adhi Raat.
Admi Pizza Hut Pe Pizza Lene Aya.
Waiter:
Ap Married Ho?
Admi:
Kaminay Aise Tufan Ma Konsi Maa
Apne Betay Ko Pizza Lene Bhejegi.