Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…
“Sahebji, sahebji kutte’ji’ ne murgi’ji’ ko pakar liya hai”
Husband : Jab mein aache clothes pehenkar bazaar jata hu to sabziwale
sabzi mehngi dete hai. Jab gande kapde pehenkar jata hu to saste.
Wife : Tum katora lekar jaya karo na, free me hi sabzi mil jayegi!
Tu chand mange mey chand de dun, Tu raat mange mey raat de dun, Dil mange mein dil de dun, Tu jaan mangey,. . . . . . .bas yaarrrrrrrrrr . . Bheek mangney ki bhi koi limit hoti hai..;p
Father :- Agar Iss Bar Tum
Exam Mein Fail Hue To,
Mujhe Papa Mat Kehna.
.
After Exam.
Father : How Is Your Result?
.
Son : Dimag Ka Dahi Mat Kar
BABULAL Tu Baap Kehlane Ka Haq Kho Chuka Hai.
A Lady Comes To A Fruit Wala
Lady: “Hey Fruit Wale Bhaiya, Give Me Some
Potatoes Fever.”
Fruitwala Shocked: “O Meri Maa Ye Potatoes Fever
Kya Hota Hai?”
Lady: “O Maaye Gaad, You Dan’t Know Potatoes
Fever.”
Fruitwala: “Bhen Ji Chahiye Kya Aapko?”
Lady: “You Literacy Pupil, Potatoes Fever Matlab
‘Aaloo Bukhara‘.“
जिंदगी कितनी तन्हा-तन्हा थी,
कोई भी अपना नहीं था,
एक भी अच्छा दोस्त नहीं था,
फिर तुम मेरी जिंदगी में आईं,
और तब मुझे पता चला कि…
.
.
.
.“अकेले ही ठीक था यार …… !
Kanjoos baap k bete ne kha:
"Papa meri GF pregnant ho gayi h.
50,000 mang rhi h,
CHUP rehne ke"
Kanjoos ne khamoshi se paise de
diye.
2 mahine baad dusra beta bola:
"Meri GF pregnant h 75,000 mang
rhi h.
Kanjoos ne khamoshi se de diye.
6 mahine baad
Kanjoos ki kuwari beti boli:
"Daddy, I am pregnant!"
Kanjoos ne usko gale se Lagaya
Aur beti ka maatha chum ke kaha:
"Shabaash beti,
Ab paise lene ki baari hamari hai":-P
कल जो मैंने एक बच्चे से पूछा: पढ़ाई कैसी चल रही है? उसका जवाब आया अंकल, समंदर जितना सिलेबस है; नदी जितना पढ़ पाते हैं; बाल्टी जितना याद होता है; गिलास भर लिख पाते हैं; चुल्लू भर नंबर आते हैं; उसी में डूब कर मर जाते हैं।
Bahut namkeen hai vo jise hum chahte hai,
.
.
Har pal khuda se usi ko mangte hai,
.
.
Dil tarasta hai use paane ko,
.
.
Kya aapka dil nahi karta.........
.
.
.KURKURE khaane ki?
Kabhi Khamoshi Ikhtiyar Na Karna,,
Dil Ko Kabhi BeQaraar Na karna,,
Zindgi Me Agar Dard Lena Ho,,
DosToo..
Marr Jana Par Kisi Se Pyaar Na Karna..:-(;-(