पप्पू की टांग नीली हो गयी।
डॉक्टर (पप्पू से)- जहर है काटनी पड़ेगी।
टांग काटकर नकली लगा दी गयी।
2 दिन बाद नकली टांग भी नीली पड़ गयी।
डॉक्टर- अब बीमारी समझ आयी, जींस रंग
छोड़ती है।
1 luhar ki biwi ko 101 ladkiyan thi,
Media wale unke gar paunch gaya repoter:
Behan ji kya ye 101 ladkiyan aapki hai..
Aurat- nhi 100 sunar ki 1 luhar ki..!!!
Salman: Main Revital kareeb 15saal se kha raha hoon
Kapil Sharma : SHAADI HO NAHIRAHI.
KATRINA KO RANBEER LE GAYA,
AISHWARYA KO ABHISHEK LEGAYA..
REVITAL KHA KAR KYA MILA?
BABAJI KA THULLU
BF:Janu ab tum change ho gayi ho.
GF:Wo kyun?
BF:Ab main tumhe KISS karta hu to tum Eyes Close Nahi Karti.
GF:Haramkhor, Pichli Bar Close ki thi to Mere Purse se 100 Rs. Gayab The
1 bachcha maths teacher ko phone lagata hai.
Teacher`s Wife : Wo 2 din pahle mar gaye.
next day bachcha fir call karta hai.
wife : maine kaha na wo mar gaye.
bachcha agale din fir call karta hai.
wife : kitni bar kaha wo mar gaye h, bar-bar call kyu kar rahe ho.
child : sun ke achcha lagata hai.
Ek baar Pappu nadi me nahane
gaya...
..
Achanak se wo doobne laga...
..
Tabhi use ganesh ji dikhe...
.
Pappu : Ganeshji pls mujhe bacha
lijiye...
..
Ganesh ji apne dhun me the aur
jordar
naachne lage...
.
Pappu : Ganesh ji mai doob raha
hoon aur
aap ho ki naach rahe ho...
..
Ganesh ji : To tu v to ganesh
chaturthi par
naach raha tha mere dubne par...
So badla...
..
Dhinka chika, Dhinka chika...
burrrahhh...
Ek baar do Pandit aapas main bahut ladai kar rahe thay,,,,,,,,,,,
toh ek aadmi ne poocha k tum dono aapas main kyoun ladai kar rahe ho??
Toh un main se ek pandit bola k " Jab is ko pata hai k main PAYAAJ aur LEHSUN nahi khata toh is ne CHICKEN main dala kyoun ????? :-D
एक भैंस घबराई हुई जंगल मे भागी जा रही थी :disappointed_relieved: . . एक चूहे ने पूछा : क्या हुआ बहन कहाँ भागे जा रही हो?:flushed: . . भैंस : जंगल मे पुलिस हाथी पकडने आई हैं...!!!:weary: . चूहा : पर तुम क्यों भाग रहीं हो तुम तो भेंस हो?:scream: . . भैंस : ये भारत है भाई !:unamused: . पकडे गये तो 20 साल तो अदालत मे ये सिद्ध करने मे ही लग जायेंगे कि:dizzy_face: " मैं हाथी नही भैंस हूँ ":disappointed: . . "यह सुनते ही चूहा भी भागने लगा"..…!!! :rat::mouse2::rat::mouse2::water_buffalo::water_buffalo:
Suraj:India k match harne pe apne 1000-1000 Rs. duub gaye
Ram:mere 2000 Rs dub gaye
Suraj:kaise?
Ram:maine raat ko us match k recape pr bhi 1000 Rs lagaye the
आज तक समझ में नहीं आया कि
OK की जगह K और
Good Morning की जगह GM लिखने वाले,
जीवन के 2 सेकंड बचा के क्या घंटा उखाड़ लेते हैं ?
और ये Hmmm... वालों ने तो नाक में दम कर रखा है ,
ऐसा लगता है कि साला भैंस से बात कर रहा हूँ !
Girl: Tum mere liye kya kar sakte ho??
Boy: Jo tum bolo janu...!
Girl: Kya tum mere liye,
chaand taare todd ke la sakte ho??
.
.
.
Boy: Phir zameen ke charoon taraf kya
teera baap ghoomey ga???
1 night a boy helped a unknown aunty to reach her home.
Aunty:beta, raat bahut ho gayi hai yahi so jao , bittu ke room me.
Boy:nahi aunty, mai yahi hall me so jaunga.
Next morning a beautiful girl come with a cup of coffee.
Boy:aap kaun?
Girl:mai bittu. aur aap?
Boy:Mai gadha, kutta, ullu ka pattha.
Patni: sharam nahi aati, dusri Aurat ko ghur ghur kar dekh rahe ho..! Ab tum shadi shuda ho..
Pati: aisa kaha likha hai ki upwas Ho to khane ka menu bhi nahi Dekh sakte.-