In 2020
Girls- boy ko dekh kar... dekh yar kya
item ja raha hai sala
..
Oye murgey tera no. kya hai..???
Boy- Behan ji Aap ke gher mein bhai
baap nahi hai kay...???
..
Girl- Bhai baap hai par tu nahi hai
na re chikne.
GIRLS :- Mohabbat to kisi ek se karungi.
.
Ho sake, to kisi nek se karungi.
.
Lekin jab tak na milega, wo nek
ladka..
.
...
"TRY"to har ek ko karungi..:
.
Wah wah . . . . . Ab ise suno . . . .
.
Boys :- Arz kiya hai
koi ladki hame thukra de to Gum
nhi,
.
Koi Ladki hume thukra de to gum
nhi,
.
.
.
Are uss ladki ki maa ki.
kismat footi jiske damad hum
nahi.... :D
Atif Aslam ki Love Story..
Larki : Who are you ..?
Atif: mey ek fard hoon ya ek ehsaas hoon..
Larki: Tum mera peecha kion kartey ho..
Atif: Ba’khuda tum he ho, har jagah tum he ho..
Larki: Tum kia chahtey ho..?
Atif: Kesey bataye kion tujh ko chahey yaara bata na paayen..
Larki: Tum merey lie kia kar saktey ho..?
Atif: Tere lie, Jhoomoo deewana ban ke tere…
एक नोबल प्राइज गोलगप्पे वाले को भी दिया जाना चाहिए..
जो 10 लोगों के बारे में याद रखता है कि..
किसे कम खट्टा.. ज्यादा तीखा.. या ज्यादा मीठा.. या मीडियम देना है.
Koi gam nhi mgr dil udas h,
Tujse koi kaam nhi Mgr 1 aas h,
Bahut h apne Mgr tu khas h,
Emotional mat ho ye sab bakwas h
Free k sms khatm krne ka prayas hai..
Boy asked his dad 4 a bike.
.
.
Dad :- why did god give u 2 legs ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy :- one to change gear & other to apply break.”!
"Youngster rock.
"Parents shock..
;~.~; cute sms for girlfriend in hindi ;~.~;
"LIPS" mirchi ki tarah,
"GAAL" tamatar ki tarh,
"Eyes" matar ki tarah,
"FACE" kaddu ki tarah,
Hey BHAGWAN ek pyara sa dost diya wo b sabji
mandi ki Tarah.
aapko diya gaya mobile ek suvida he,
na ki aapka adhikar,
please iska upyog message bhejne me kare,
na ki miss call karne me.
thankx MCC(mobile care center)
janhit me jari.
5 Sardaro ne Partnership me 1
auto kharida. 15 din ho gaye lekin koi
Sawari nahi mili
kyu
Kyuki
3 Sardar Piche aur 2 Aage baith
kar Savari dhund rhe the.