Rimjhim Barsati Barsaat Mein
Milane Jab Bhi Tum Aati Ho
Paani Ki Yeh Bondein Tum Per
Kyu Itna Sitam Mujh Per Dhati Ho
Jhulti Hai Tumhare Balo Per
Palko Per Attak Kahi Jaati Hai
Galo Ko Tumhare Chute Hue
Gale Se Lipat Si Aati Hai
Najar Humari Behakti Hai
Dil Ki Dhadkan Bad Jaati Hai
Bahot Jalta Hai Yeh Man
Bond Jab Tumahre Seene Mai Chup Jaati Hai
I thought i m in love,
My nites going sleeples
My days going useles
So i askd GOD
Is dis LOVE?
God replied No Dear,
Sylabus zyada hai or tujhe kuch nhi ata hai.
Ek Kutti raat ko raaste par ja rahi thi....
Raaste mein 5/6 kutte mile.
Kutti gabhra gayi.....
Kutto ne kaha aap aaram se jaiye aur dariye nahi.
Hum kutte hai Insaan nahi..
Sir:Tens kitne tayp k hote hai?
Boy: 3 ,present,past. future
Sir: gud
Exampl do
Boy:kal apki beti ko dekha tha,
Aaj pyar karta hu,
kal bhaga k le jaunga.
Djsumit
Ek Aadmi Library Ja Ker Puchhta Hai
Aadmi: “Sucide Karne Ke Tarike Wali Book Hai Kya?”
Librarian Ne Use Ghoor Ker Dekha Aur Puchha: “Wapas Karne Kaun Aayega? Saale“
एक छोरा एक छोरी को प्रपोज करते हुए:- I LOVE YOU…..!! ; ; छोरी:- तमीज से बात करो, छोरा:- ओम मंगलम भगवान विष्णु मंगलमगरुड ध्वज्: मंगलम पुण्डरिकाक्षाय With Due Respect Beg To Say That “I Love You” देवी जी, Offer ग्रहण करें, स्वाहा…!!! ; ; और तब तक गाल पर चटाक, छोरा गाल सहलाते हुए ये क्या है….??? छोरी:- पूर्णाहुति के बाद नारियल फूटा है….!!!
New style of love letter
To,
THE JANEMAN,
I LOVE YOU,
Subject-Application for Love.
Jaan,
I beg to say that
I am student of your Heart.
I am lovely. I cant live without you.
So kindly garnt me LOVE.
THANK YOU.
Your- JAAN
Name- Diwana
Class- Love fair
Roll No. - 1 4 3
Yours love.....
premika :- Vivah ke bad me tumhare sare dukh bant lungi.
Premi :- Magar me dukhi kaha hu.?
Premika :- Me abaki nahi, vivah ke bad ki bat kar rahi hu......