• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Mohabbat mein jab mujhe Dhoka mila, To zindagi me charo aur udasi cha gayi, Socha tha ki AAG laga dunga es duniya ko Par kambhakt colony mein dusri aa gayi :)
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Santa: Sabji Lene Gaya, Sabji Wala Sabji Per Pani Chidak Raha Tha, Santa Intezar Karta Raha, Jab Kafi Der Ho Gayi To Bola, “Agar Inhe Hosh Aa Gaya Ho To Ek Kilo Tol Do”…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • रब्बा दुःख न देना मेरे दोस्त को, चाहे मुझे सुखो का पहाड़ देदे,
    नयी साइकिल पर घूमे दोस्त मेरा, मुझे भले ही पुरानी BMW
    कार देदे…!!! ????
  • 9 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS , Whatsapp Shayari SMS
  • Shaam hote hii ye Dil udaas hota hai Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai Bandar jab koi aas-paas hota hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jholi Bhar K Pyar Bheju. Dil Se Dil ka Sawal Bheju. Aata Nhi Apka Koi Call Ya Sms. Yaad Nhi Aati Humari,Ya. Yaaddash K Liye Kaju Badam Bheju...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • tujay chanay walay kam naa hoon gaay tujay chanay walay kam naa hoon gaay waqat kaay sath shahid hum naa hoongaay chahay kisi ko kitna b pyar deyna lekin teri yaadon kaay haqdar sierf hum hoon gaay
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Student Shayari On Exams - Charo aur padayi ka saya hain, Saare paper mein zero aaya h, Hum to yuhi chal dete h bina muh dhoye exam dene, Aur log kehte hain, Sala raat bhar padh ke aaya hai
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ham Gaye the Unke Ghar. Kehna Tha Dil Se Dil Mila Lo. Unki Maa Ne Khola Darwaza. Hum Ghabra K Bole Aunty Bachoo Ko Polio Ki Dwa Pilwalo..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Kaash koi exam ke rijalt ka insurance kara dete, To har exam ke pehle premium bhar dete, Paas hote to thik varna insurance claim to kar hi dete.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dedicate To All Kamine Type Friends Arz Kiya Hai Dost Teri Yaad Me Susu Lag Gaya.. Wah Wah Wah.. (Haso Mat Pagalo….emotions Dekho) Dost Teri Yaad Me Susu Lag Gaya Ye Bhi Toh Aansu Hi Hai Pagle Bas Rasta Bhatak Gaya..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Chali jati hain wo beauty parlour mein yun, Unka maksad hain misaal-e-hoor ho jana.. Ab kon samjhaye en ladkiyo ko Mumkin nahi kishmish ka fir se angur ho jana :-P
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Fulo ki hasi Gulab hai, Padhne k liye jaruri kitab h, Duniya me hr sawal ka javab h, Agr koi mere bare me puche to keh dena Arre wo toh LAJAVAB hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • STUDENT SHAYARI: Aasma me kaali ghata chhaai he, Aaj fir principal se mar khai he, Sab kehte hey sudhar ja, Par kya kare aaj madam fir sheela ban ke aayi he...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • 20th Sadi Ki Ladkiyan :- Agar Tum Mil Jaao, Jamana Chhod Denge Hum, 21th Sadi Ki Ladkiyan :- Agar Tum Mil Jaao, Purana Chhod Denge Hum…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zami Pe Suraj Ka Ishara Aaya Hai, Samundar ki Lehro ka kinara Aaya Hai, Aap kyu Gumsum Se Baithe Hai Ab to Muskuraiye, Apke Paas humara sms Aaya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zindagi Ki Rahon Mein Jab Koi Mod Aaye, Vah, Vah, Irshaad, Irshaad, Zindagi Ki Rahon Mein Jab Koi Mod Aaye, Toh Toh Toh Give Indicator Blow Horn Aur Mud Jaaye….
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • APNE SASHUR KA DULAARA HUN MAIN, APNI BIWI KO BHI PYAARA HUN MAIN, FILHAAL TO YE SAB SAPNE HAIN, KYONKI ABHI TAK KUNWAARA HUN MAIN.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dali Dali Par Nazar Dali Kisi Ne Is Par Dali Kisine Us Par Dali Maine Bhi Kisi P Nazar Dali Jis P Dali Uske BAAP Ne Uski Shadi Kahi Or Kr Dali
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS