Tum Kya Chale Gaye,
Baag Se Titliya Chali Gayi
Phool Murjha Gaye
Patte Jal Kar Raakh Hue…
Ab Aur Mat Satao
Garden Mein Paani Dena Hai
Kaam Par Jaldi Aao…
Is din ke intzaar mein kabse baithe the hum
mili itni kushiyan ke bhool gaye sare gum
khuda kare ye bahaar yunhi bantti rahe
hum rahe na rahe whereincity ko shayri ki bahaar milti rahe.
Ek Aadmi,
Khud Khusi Par Bhasan De Raha Tha:-
Khud Khusi Paap Hai,
Julum Hai, Gunah Hai,
Bujdili Hai, Pagalpan Hai,
Khudkhusi Karne Se Behtar Hai Ki ,
Aadmi Khud Ko Goli Maar Le…
Wo Ho Jo
JANUARY: Ki Dhoop Ho
FEB: Ki Sham Ho
MARCH: Ki Khusbo Ho
APR: Ki Hawa Ho
MAY: Ki Subha Ho
JUNE: Ki Chaaown Ho
JULY: Ki Barish Ho
AUG: Ki Taroon Bhari Rat Ho
SEP: Ki Rim Jhim Ho
OCT: Ki Chandni Raat Ho
NOV: Ki Bahar Ho
AUR
DECEMBER:
Ki Sard Shaam Main Hamare Sath Ho.
Jindagi Behaal Hai, Sur Hai Naa Taal Hai, Msgbox Bhi Kangal Hai, kya Aapki Sms Factory Me Hadtal Hai, yaar Kuch To Bhejo Ye Meri, mobile Ki Zindagi Ka Sawaal Hai…
Chaman se 1 bichhda hua gulab hu...
.
Mai khud apni tabahi ka jawab hu...
.
Yu nigahe na fero mujhse...
.
Nalayako..Main tumhari hi sangat me barbaad hu...