Door Se Dekha To Kuchh Dikha Nahi… Dooor Se Dekhaaa… To Kuchh Dikha Nahi… Paas Jake Dekhaa To Kuchh Tha Hi Nahi… Door Se Dekha To Patthhar Dikhta Tha… Dooor Se Dekha… To Patthharr Dikhtaa Thaa… Paas Jake Dekha To… Suchmuch Patthhar Hi Thaa. Door Se Dekha To Paani Baras Raha Tha Door Se Dekha To Paani Baras Raha Tha Paas Gaya… To Bheeg Gaya. Dur Se Dehka To ‘Dharmendar’ Lag Raha Tha! Dur Se Dehka To ‘Dharmendar’ Lag Raha Tha! Pass Se Dekha To ‘Bandar’ Nikla!!!!
Machhar Ne Jo Kata,
Dil Mein Mere Janun Tha,
Khujali Itni Huyi Ke,
Dil Besukun Tha,
Pakda Toh Chhod Diya,
Yeh Sochkar,
Saale Ki Rago Mein,
Apna Hi Khoon Tha…
Ye Zindagi Tere Saath Ho,
Ye Arzoo Din Raat Ho
Mai Tere Sang Sang Chalu,
Tu Har Safar Mai Mere Sath Ho
Mai Kanto Par Bhi Chal Padu,
Tere Pyar Ki Jab Barsat Ho
Kabhi Sham Dhale Jab Hum Mile,
Na Din Dhale Na Raat Ho
Ye Zindagi Bas Tere Sath Ho.
lv
Khwabo K Andar Zinda Mat Raho;
Balke Apne Andar Khwabo Ko Zinda Rakho;
Mohabbat Unse Nahi Hoti Jo Khoobsurat Ho;
Khoobsurat To Wo Hota Hai Jinse Mohabbat Ho!!!
Na ishq kar mare yaar yeh ladkiya (girls) bahut satati hai,
na karna in par aitbaar yah kharcha bahut karwati hai,
recharge tum karwa ke dete ho aur number mera lagati hai..
Na Muskurane Ko Jee Chahta Hai,
Na Kuch Khane-Peene, Na Sone Ko Jee Chahta Hai,
Ye Garmi Ab Bardaast Nahi Hoti,
Sab Chhod Kar Ab Shimla Chale Jane Ko Jee Chahta Hai.
Wo Ho Jo
JANUARY: Ki Dhoop Ho
FEB: Ki Sham Ho
MARCH: Ki Khusbo Ho
APR: Ki Hawa Ho
MAY: Ki Subha Ho
JUNE: Ki Chaaown Ho
JULY: Ki Barish Ho
AUG: Ki Taroon Bhari Rat Ho
SEP: Ki Rim Jhim Ho
OCT: Ki Chandni Raat Ho
NOV: Ki Bahar Ho
AUR
DECEMBER:
Ki Sard Shaam Main Hamare Sath Ho.
Na janne kab koi taara toot jaaye.
na janne kab koi annsoo aankh se choot jaaye.
kuch pal hamare sath bhi hass lo
na jaane kab tumhare daant toot jaaye..
O God तू अपरम्पारा
करो बेडा पार हमारा
My Boat फंसी मझधारा
Please Give Me Some सहारा
I Don’t Have Any किनारा
नहीं दिखता कोई नजारा
Please Take Fastly ANy Action
मैं बिकता खड़े बजारा
O God तू अपरम्पारा
करो बेडा पार हमारा
Please Give Me Some Power
मैं बन जाऊं चाँद सितारा
मेरी विनती सुन लो GODA
मैं लेता नाम तुम्हारा….