• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • A Chinese Couple Mr. Hoyo & Mrs. Hoyo Had White Twin Babies They Named: 1. Jo Hoyo 2. So Hoyo Next Year They Had One Black Baby They Name, “Yo Ke Hoyo”!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zor se chali hawa udd gaye aap, wah wah.. zor se chali hawa udd gaye aap, phir.. phir kya Ruk gayi hawa aur gir gaye aap. Ha..Ha..Ha
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Kal toh hadh hi ho gayi… Jab main khusi khusi me sadak par apne kuch dosto ke sath pathake fodne laga to abhi ek patake me batti chil kar chingari lagayi hi thi ki samne se ek aunty dikhi Main aur mere dost sab ek sath chillane lage Aunty pataka . . Aunty pataka . . Aunty pataka .. Aunty muskurayi aur boli… Nahi re paglo, ab pahle jaisi baat kaha Prosperous & Happy Diwali
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Umar ki raah mein JAZBAAT badal jate hai, Waqt ki AAndhi me HALLAT badal jaate hai, Sochta hoon kaam kar kar ke Record tod dun, Lekin kambhakt salary dekhte he KHAYAAL badal jaate hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Khuda kare kisi ko mohabbat me judai na mile Kabhi bhi kisi ko ishq mein bewafayi na mile Aur jo meri es post ko padh kar b Like na kare Usko thand mein kabhi rajayi naa mile… :P
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Har ilzam ka haqdar vo hame bana jati hai, har khata ki saza vo hume bata jaati hai, hum har baar khamosh rah jate hai, kyonki who har baar Raksha Bandhan ka darr dikha jaati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Pani ko daaru bana dete , apke liye darru ka tub bharwa dete , kambhakht pite nahi ho aap wrna taj mahal ko "beer bar" or mumtaj ko "bar girl" bana dete
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Phool hai gulab ka kaaton se kya darna, Phool hai gulab ka kaaton se kya darna, Pyaar karte hai hum dono, Tere baap se kya darna.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Yaad Aane Lage Chacha Ghalib Ya Elahi! Ye Majra Kya Hai? Taakta Hoon Harek Ladki Ko Varna In Aankhon Ka Fayda Kya Hai Kapdo Ki Aabo Taab Dikhane Mein Reh Gya Kuch Khoobsurato Ko Lubhane Mein Reh Gya Murge Ki Taang Kha Gye Shadi Mein Saare Log Main Deston Se Hath Milane Mein Reh Gya…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • हर गम को पाला नही जाता;
    काँच की चीज़ों को उछाला नही जाता;
    कुछ करना है तो मेहनत करो;
    हर बात को ‘ऑल इस वेल’ कहकर टाला नही जाता!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aaj kal bacho ne padna chod diya.. Gor frmaiye.. Aaj kal bacho ne padna chod diya.... ACP tha toilet me or Daya ne darwaja tod diya......
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dedicate To All Kamine Type Friends Arz Kiya Hai Dost Teri Yaad Me Susu Lag Gaya.. Wah Wah Wah.. (Haso Mat Pagalo….emotions Dekho) Dost Teri Yaad Me Susu Lag Gaya Ye Bhi Toh Aansu Hi Hai Pagle Bas Rasta Bhatak Gaya..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Chali jati hain wo beauty parlour mein yun, Unka maksad hain misaal-e-hoor ho jana.. Ab kon samjhaye en ladkiyo ko Mumkin nahi kishmish ka fir se angur ho jana :-P
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aap Ko Miss Karna Roz Ki Baat Hai, Yaad Karna Aadat Ki Baat Hai, Aap Se Dur Rehna Kayamat Ki Baat Hai, Magar Aap Ko Jhelna Himmat Ki Baat Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Javab Main Bhi Saval Main Bhi Aaj Main Bhi Filhal Main Bhi Zindagi Kis Kadar Rulati Hai Jab Tu Yad Ati Hai Rakib Main Bhi Yaroo Main Bhi Tanhai Main Bhi Charo Main Bhi Zindagi Din Main Tare Dikhati Hai Jab Tu Yad Ati Hai
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Some people say never forget me. Some people say always remember me. But i love my attitude, so.. I will say . . . Forget ME if u can..!!MSG
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aarz kiya hai, Khuda bachaye tumhe in hasino se, nazino se, in mahzebino se, Par in hasino ko kaun bachaye tum jaise Kamino se!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS