Is din ke intzaar mein kabse baithe the hum
mili itni kushiyan ke bhool gaye sare gum
khuda kare ye bahaar yunhi bantti rahe
hum rahe na rahe whereincity ko shayri ki bahaar milti rahe.
Tumhaari yaad dil se jaane nahin denge,
Tumhaare jaisa dost khone bhi nahin denge,
Roz sharafat se sms kiya karo warna ……,
Ek kaan k neeche denge or rone bhi nahin denge…
Ladki Sath Ho To Restaurant Ka Bill
Ladki Door Ho To Mobile Ka Bill
Aur
Ladki Hamesha Ke Liye Hi Door Ho Jaye To
Daru Ka Bill
Isliye Na Lagao Dil, Na Aayega Bill…
कमजोर दिल वाले ईसे ना पढें…. खतरनाक शायरी
खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था
खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था
वाह वाह
फिर रस्ते पे जाके देखा तो खिडकी मै कोई नही था
Shayar voh nahi jo kalam utha liya karte hai,
Shayar voh bhi nahi jo tareefo pe jiya karte hai.
Shayar toh voh sakhas hote hai,
Jo dard ko bhi tadpa diya karte hai…
Mohabbat mein jab mujhe Dhoka mila,
To zindagi me charo aur udasi cha gayi,
Socha tha ki AAG laga dunga es duniya ko
Par kambhakt colony mein dusri aa gayi :)